Rubab kehti hai abid isay jaga o nahiSakina sooti hai thak Kar abhi utha o nahi.Rubab kehti ...............(2)1) Aadu ne baap pa ronay nahi diya iskoKabhi sukoon say sona nahi diya iskoAbhi toh ankh lagi hai sada laga o nahi.Rubab kehti ................(2)2).Bahoot dari hui bachi hai haul khati haiAgar ho thodi si aahat toh chonk jati haiMerey aseer pisar baydiyan hilao nahi.Rubab kehti ................(2)3).hilaty rehna tum apne aba ke daman koSukoon milta rahey iske zaqmi tan mun koKhuli hawaon may rakho aba udao nahiRubab kehti .................(2)4).Sakina haal tumhara agar ya dekhegiTadap ke dard say wo apni jaan dedegiTum apni ashkon ko istarha say baha o nahiRubab kehti ..................(2)5).A qaidqana yateemi a kamsini a jafaChipak kay rehgaya siny say khoon Bhara kurtaHai taza zakhm abhi pairahan hita o nahiRubab kehti ...................(2)6).A kaisa shoor hai aur kyun laraz rahi hai zameenSakina Khwab se bydar ho na jaya kahinSitamgaroon say kaho shoor o ghull macha o nahiRubab kehti .................. (2)7).Sada Mujeeb a Ashfaq aur Jarrey ne suniBaha ke ashkon ko abid se maa ya kehti thiAdo se kehdo sakina ko ab sata o nahiRubab kehti .....................(2)
Rabab Kahte Hain Abid
Syed Jarrey Abbas Alipur · 2021
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.