Azadari MediaAzadari Media

Rahat e Murtaza Fatima

Syed Haider Rizvi · Poet: Mirza Hasan Mujtaba · 1448

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Read in
Jaan-e-Khair-ul-Wara FatimaRaahat-e-Murtaza FatimaNoor-e-Ahle Kisa FatimaHain Hijaab-e-Khuda FatimaMustafa Uthein Tazeem KoKaun Jaane Hai Kya FatimaHai Jo Mushkil Kusha Khalq KaUski Mushkil Kusha FatimaKhuld Shahzaada-e-Khuld KiHai Tere Zair-e-Paa FatimaSaare Nabi'on Ki Tasbeeh HaiFatima Fatima FatimaJab Bhi Chaha Ke Quran LikhunMaine Bas Likh Diya FatimaSaari Hoorain, Farishte TamaamTere Dar Ke Gada FatimaYe Chamakta Hua MahtaabTere Ghar Ka Diya FatimaHai Do Aalam Pe Saaya FaganTere Sar Ki Rida FatimaArsh Walon Ki Meraj HaiGhar Zameen Par Tera FatimaAe Hasan Aur Haider, TujheDe Rahi Hain Dua Fatima

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.