Azadari MediaAzadari MediaGet the app

rahe salamat

Irfan Haider · 2012

ya hussainhussain maula hussainsina pe bol raha haihussain ibne alilahu me apne naha karhazaar sadme utha karyazidiyat ko mita karkhuda ke deen ka parcham baland maine kiyakisi yazeed me taaqat kahaan jhukaaye mujhesafar ba noke sina par pasand maine kiyasune ye saara zamaana hussain ki aawaazashhado an la elaha illallaashhado anna mohammad ur rasulallahashhado anna aliyun valiullahqubul is liye neze ki nok ki mainemera kata huwa sar dushmanon se past na homein sar uthaaye huwe dushmanon se kehta hunhussain hota wahi hai jise shikast na homere azaadaaro ay mere ghamkhaarotumhaare azm ko mera salaammaula hussain sarkaar farmaate hainye mera ishq hai jo lahu banke tumhaari ragon me daur raha hairahe salaamat ta qayaamatrahe salaamat ishqe hussainirange wafa dikhlaata haiwarna kaun kisi ki khaatirapna khun bahaata hairahe salaamat ta qayaamatrahe salamat ishqe hussainirange wafa dikhlaata haiye kaale kapre jo zebe tan hainishqe hussaini ki hai daleeljhule amaari taaziyadaarisina zani paani ki sabilehle aza ko ye tehzeebeishqe hussain sikhaata haiye chote bachche aur shab bedaariyun to bara mushkil hai safarsocho agar tum ahle zamanaishqe hussaini ka hai asarishqe hussain hi in bachchon kofarshe aza tak laata haidekho zara tum kaabe me jaakarsirf musalmaan honge wahaanfarshe aza wo waahid jagah haiapne paraaye sab hai jahaanaata wahi hai farshe aza parjisko hussain bulaata haiwo jo bina-e farshe aza haiham hain usi bibi ki duaayenishqe hussaini tha uske dil meaur ham ko virse me milajisko mila virse me ye maatamahle aza kehlaata haiishqe hussaini dil me basaa karzinda rakhi ghazi ne wafajis ne wafa ko zinda rakha haibaali sakina ka hai chachausko dua deti hai sakinajo bhi alam ko uthaata haiishqe hussaini se hain namazeinishqe hussaini farshe azaishqe hussaini sholon pe chalnesina zani zanjeer o kamaishqe hussaini ki taaqat semaatami khun me nahaata haisuno mazhar o irfanay azaadaaraane manyehi wo shohada-e karbala hainjinhon ne halmin ki sada par labbaik kahaaur mere iskq me apni jaanon ka nazraana pesh kiyamuslim bin awsaja, anas bin haarisburayre hamdani, hanzala bin asadabdur rahman gaffaari, saif bin harishur, habib, john, abusamamaumro bin ansaari, shojab bin abdullahaabis bin shabib, abdullah gaffariwahbe kalbi, abu shahasashabeeb bin abdullah, ammar ibne hassanjunada bin kaab, junada bin harissaeed ibne haaris, zohair ibne qainsaif bin malik, noman ibne umarnafi ibne hilaal, salman ibne mazaribali bin hur, musab reyahisawaar ibne umair, umar bin jandabzargaama bin malik, aslam ghulame turkiimran bin kaab, qarib bin abdullahmuslim bin kasir naeem bin aglanabdullah bin sabeet, umar bin khaalidsaeed ibne abdullah, jaabir ibne hajjazbakar ibne haai, hajjaj bin masrukabdullah bin muslim, mohammad bin muslimjafar ibne aqeel, abdur rahman ibne aqeelhabsha bin qais, zahid bin umrosawair ibne umro, nasar bin abi naizarabdullah bin umair, umro bin ansarihabab bin aamir, habab bin haarishaaris ibne binhan, jundab ibne hajeerammar ibne abi salama, munjaeb bin sahemmohammad bin saeed, mohammad bin abdullahaon bin abdullah, qasim ibne hasanmohammad bin hasan, mohammad bin aliabdullah bin ali, imran ibne alijafar ibne ali, abdullah bin hasanabbas ibne ali, ali asgharali akbar, maula hussain

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.