Yaa hussain.....Imam hussain .. (4)Mit jaaega jaha'n yeh baaki na kuch na rahega .. (2)Har ek payamber se Allah yeh kahegaNa mitt saka mitega na meri baqa Hussain .. (2)Rahega sada hussain ...........hussain .. (2)Naujawaan Naujawaan Haye NaujawaanKarbala Akbar mera hai Naujawaan1. Beta Hussain ka tha shakl-e-Mustafa AkbarTauheed pe hai vaar diya apna woh pisarAkbar ke baad jhuk gayi shabbir ki kamarGham ka asar hua ke khatm hogayi nazarBete ke seene se nikaali jo sina Hussain .. (2)Teero'n ke saayebaan mei shukre Khuda karu(6)Chheh maah ka asgar bhi jo tujhe fida karuZakhmo'n se choor choor lahoo mei bhi hoke tannKarbobala ki khaak pe sajda ataa karu'nYeh hausla toh bas hai Fatima ke laal kaHussain ban gaya jawab har sawal ka2. Naize pe tadapta raha karta raha safarZainab ke sar se jab chhini tatheer ki chadarSajjad khoon rota raha tauq pehenkarUmmat ne risaalat ko diya khoob yeh ajarNoke sinaa pe kaun hai kaari siwa Hussain .. (2)Shaheed-e-Karbala Hussain Imam hussain Imam hussain .. (2)3. Sajda bacha gaya hussain deke apna sarAbbas ke baazu diye Akbar ka bhi jigarHaatho'n pe leke aagaya Asghar sare maqtalIslam ke liye luta diya hai apna gharHar daur mein baatil ki bana hai qaza Hussain .. (2)Zulmo ki ho rahi hai intehaan hussainiyo'nFir se yeh gham hai shaam mein barpa hussainiyo'nBechain madine mein Fatima hussainiyo'nMarkad mein ro raha hai Mustafa hussainiyo'nAb waqt aagaya hai ke aaye Imam-e-MahdiBaatil ka mite daur..... chale nizaame Mehdi4. Mazloom hai Hussain aaj bhi teri behenmismaar kar rahe hai roza shaami besukhanDin raat Qayamat ka samaa'n shaam mein joharZainab qabar mein ro rahi hai shaami be watanIss daur-e-Yazeedi mein Mahdi banke aa HussainRahega ab sada hussain ...........hussain .. (2)Mit jaaega jahaan yeh baaki na kuch na rahegaHar ek payamber se Allah yeh kahegaNa mitt saka mitega na meri baqa Hussain .. (2)Rahega sada hussain ...........hussain .. (2)Shaheed-e-Karbala HussainRahega sada hussain ...........hussain ..Shaheed-e-Karbala HussainRahega sada hussain ...........hussain ..
Rahega sada Hussain
Daniyal · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.