Ro rahe hai Imaam e Zamana [as]Imam waqt hai ranjeeda kaun sochengaAa kissi roz, isi doukh pe , ikhathar rowe(Ro rahe hein imame Zamana)*2Yaad karke loutre gar ka manzar(Ro rahe hein imame Zamana)*2Khak karbobala dale sar par(Ro rahe hein imame Zamana)*21-Tair ta hai nazar me woh manzar(Tsal raha hai namazi pe khanjar)*2Vaar hota hai soukhe gale par(Ro rahe hein imame Zamana)*22-Bhul sakte nahi jalte khaime(Bhul sakte nahin taaziane)*2Bhule kaise woh Zainab ki tchaadar(Ro rahe hein imame Zamana)*23-Yaad hai ounko ab bhi vo manzar(Jab baraste te pathar saron par)*2Bibiyan Shaam me thi khule sar(Ro rahe hai Imame Zamana)*24-Yaad karke louthi chhaadaron ko(Yaad karke safar ke dukhon ko)*2yaad karke Sakina ke gohar(Ro rahe hein imame Zamana)*25-Yaad karke woh ghazi ke baazou(Yaad karke woh Akbar ke gessou)*2Yaad karke woh zoulme sitamghar(Ro rahe hein imame Zamana)*26-Zikr-e-Karbobala ho raha hai(Aaj saara jahaan ro raha hai)*2Aa ke khoud aaj farsh-e-azaa par(Ro rahe hein imame Zamana)*27-Al ajal al ajal kehne valon(Apne aamal ko bhi to dekho)*2Baa khouda ghaib me aaj tum par(Ro rahe hein imame Zamana)*28-Ghaib me kar rahe hai douaen(Jald ghaibat se baahar vo aee)*2Badla karbal ka le jald aa kar(Ro rahe hein imame Zamana)*29-Ankh mere kalam ki houwi nam(Kar rahi hein ye tehrir matam)*2Noor noha raqam ho ye kyun kar(Ro rahe hein imame Zamana)*2
Ro rahe hein imame Zamana)
Shadman Raza · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.