Ro Rahe Hain Murtaza Zainab s.a Ki Chadar Dekh KarRoo rahi hai baap ke chehra ko dukhtar dekh karBetiyon ke sar pe rakh kar haath rote hain Ali a.s x2Shaam e ghubat ka tasavvur mei woh manzar dekh karRo Rahe Hain Murtaza Zainab s.a Ki Chadar Dekh KarYaad aati hai Sakina ki, Ali bechain hai x2Zainab o Kulsum ke kaanon mei gohar dekh karRo Rahe Hain Murtaza Zainab s.a Ki Chadar Dekh KarChoomte hain haath Abbas e jari ke baar baar x2Mere maula apna takiya khoon mei tar dekh karRo Rahe Hain Murtaza Zainab s.a Ki Chadar Dekh KarKhaa ke gash girti thin Zainab ghar ke andar khaakh par x2Khoon ka dhaara ravaan baba ke rukh par dekh karRo Rahe Hain Murtaza Zainab s.a Ki Chadar Dekh KarJaane kitne din talak Hasnain rote hii rahe x2Apne babajaan ka hujre mei bistar dekh karRo Rahe Hain Murtaza Zainab s.a Ki Chadar Dekh KarAy Surani Fatema Zahra Ali ke sogh mei x2Roti hongi jaanib e qabr e Payambar dekh karRo Rahe Hain Murtaza Zainab s.a Ki Chadar Dekh Kar
Ro Rahy Hai Murtaza
Sonu Monu · 2025
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.