Haye baba (3)Haye baba (3)Roke kehti thi ye Zehra ke sataya baba (2)Raas aata nhi ab humkomadina baba .(2)Roke kehti thi ye Zehra ke sataya baba (2)(1) Mai nabizaadi hun iss baat ka ehsaas nhi, 2Aapke jaate hi darr mera jalaya baba . 2Roke kehti thi ye Zehra ke sataya baba (2)(2)Dekh kar zainab-o- kulsoom na marr jaaye kahin 2Pasliyaan tutti hain ye unse chupaya baba. 2Roke kehti thi ye Zehra ke sataya baba (2)(3) Muh ko jab dekhne lagte hain hasan(as) aur Hussain(as), 2Unka sin dekh ke ghabrae hai zehra baba . 2Roke kehti thi ye Zehra ke sataya baba (2)(4) Pasliyaan tut gayi haaye wo mohsin na raha 2Ye sitam aapki Ummat ne hai dhaaya baba . 2Roke kehti thi ye Zehra ke sataya baba(5) Apna haq maangne pohchi thi jafakaaro se 2Saamne aapki tehreer ko phada baba .2Roke kehti thi ye Zehra ke sataya baba (2)(6) Daawa karte the jo chahat ka wahin baithe the, 2Maine chehro se naqabo ko utara baba. 2Roke kehti thi ye Zehra ke sataya baba (2)(7) Ek hi din mei main sadiyo ka safar kar aayi ,2Haaye 18 Baras ki mai zaefa baba.2Roke kehti thi ye Zehra ke sataya baba (2)(8) Teri ziyarat ke talabgaar hain Mehdi o Saba ,2Jald ab inko bulaenge madina baba.2Roke kehti thi ye Zehra ke sataya baba (2)Haye baba (3)Haye baba (3)
Roke Kehti Thi Ye Zehra (S.A)
Ajani Mohammed Mehdi · 2021
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.