Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Rondi reh gayi sugra

Syed Raza Abbas Zaidi · 2015

Rondi reh gayi sugra , apne baba nu (2)Baba safar me tumko sugra na yaad ayi (2)Aangan ko apne chhoda (4) basti nahi basaayiBaba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumkoHaaye raaho ki dhul mujse kehti ja rahi thiKoi nahi aya lene ,bas maut aa rahi haiBas maut aa rahi hai , koi na aya leneTumne kiya tha wada (2)Ayega lene bhaiBaba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumkoHota hai jab bhi khattka lagta hai mujhko babaQaasid jawaab lekar shayad tumhara ayaShayad tumhara aya , qaasid jawaab lekarUmmeed koi lekin (2)Puri na hone paaiBaba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumkoShikwaa hai mujhko tumse , akbar se bhi gila haiHaa agar lene na aye, itna to puch leteItn ato puch lete , lene agar na yaeZinda hai ya watan me (2)Sugra ko maut ayiBaba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumkoBimaar hu mai kitni , amma ye jaanti thiBaba phuphi bhi mujhse chhup chhup ke ro rahi thiChhup chhup ke ro rahi thi , baba phuphi bhi mujhseNa yaad bhi kisi ne (2)Tumko meri dilaayiBaba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumkoAmmu bana rahe the , akbar ko jab ke dulhaMaa ne nazar utaari , maatha phuphi ne chumaMaatha phuphi ne chuma , maa ne nazar utaariJab tumne uski shaadi (2)Pardes me rachaaiBaba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumkoHujre me jab sakina asgar se khelti haiPhunkaariyon pe uski hasti hai khilkhilaakeHasti hai khilkhilaake, phunkaariyon pe uskiMeri kami tumhe na (2)Mehsus na hone paaiBaba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumkoJab raat ko sakina sine pe soti hogiSone se pehle aakar jab tumse karti hogiJab tumse karti hogi, sone se pehle aakarKehti to hogi sugraKyu ab talak na aaiBaba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumkoAya samar jo sheh ka , malbus khu me doobaBoli raza wo rokar , baba ka thaame kurtaBaba ka thaame kurta , boli raza wo rokarKyu tumse pehle baba (2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.