Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Royi jab laadli Mohammad ki

Kazmi Brothers · 2022

Royi jab laadli Mohammad kisaara darbar muskuraya haiHaye baad e rasool Zahra parkaisa ghurbat ka waqt aaya haisaara darbar muskuraya haiRoyi jab laadli Mohammad kisaara darbar muskuraya hai1. Jaise jaise Batool roti thikehqahe unke badhte jate thesaath jinko Batool laayi thiashk dono gawah bahate thesab the masroof muskurane meinna kisi ko bhi tars aaya haisaara darbar muskuraya haiRoyi jab laadli Mohammad kisaara darbar muskuraya hai2. Mai to woh hu ke Ya Rasulallahjiski tazeem aap karte thenaam lena ho jab mera babaaap pehle darood padhte thekya batau ke mujhpe kya guzriusne(l.a.) "tu" kehke jab bulaya haisaara darbar muskuraya haiRoyi jab laadli Mohammad kisaara darbar muskuraya hai3. Yeh wo bibi hai ke Mohammad bhijiko umme abiha kehte thewo sawali bani khadi thi magarsaamne kursiyo pe baithe theusko muslim kahu bhala kyu karjisne bibi ka dil dukhaya haisaara darbar muskuraya haiRoyi jab laadli Mohammad kisaara darbar muskuraya hai

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.