Ya Hussain...Kullo yawmin ashura, kullo arzin karbalaYa Hussain, Ya HussainKullo yawmin ashura, kullo arzin karbalaYa Hussain, Ya HussainAllah AllahAllah Allah roz e ashurakaro matam, karo ghum, aur padho nauhaArsh walo ne kiyafarsh walo ne kiyachand taro ne kiyaYa Hussain, Hussain Hussain, Ya HussainYa Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain1. Jab basi, jab basiJab basi karbobala wo hai ashoor ka dinjis ka ghum kam na hua wo hai ashoor ka dinyaad me jis ki sadabicht hai farsh e azaahota matam hai bapapaara paara hai dil e Zahrakaro matam karo ghum aur padho nauhaAllah AllahAllah Allah roz e ashurakaro matam, karo ghum aur padho nauhaKullo yawmin ashura, kullo arzin karbalaYa Hussain, Ya HussainYa Hussain, Hussain Hussain, Ya HussainYa Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain2. Momino, mominoMomino socho zara dus(10) moharram jo huaghar nabi paak ka tha jo tha lakho mein ghirajin pe har zulm hujinko pani na diyapyasa hi maar diyaaale Ahmed ka ujad janakaro matam karo ghum aur padho nauhaAllah AllahAllah Allah roz e ashurakaro matam, karo ghum aur padho nauhaArsh walo ne kiyafarsh walo ne kiyachand taro ne kiyaYa Hussain, Hussain Hussain, Ya HussainYa Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain3. Han suno, han sunoHan suno ashura bibi Zainab se zarasamne jiske luta ghar sar e karbobalajiska kuch bhi na bachajiska dil tukde huajiska ghar qaidi banakaise Zainab ne ye sab dekhakaro matam karo ghum aur padho nauhaAllah AllahAllah Allah roz e ashurakaro matam, karo ghum aur padho nauhaKullo yawmin ashura, kullo arzin karbalaYa Hussain, Ya HussainYa Hussain, Hussain Hussain, Ya HussainYa Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain4. Woh Hussain, woh HussainWoh Hussain jiski sadaa la ilaah illallahzere khanjar bhi kaha la ilaah illallahimteha'n aisa diyaapna sab waar diyakoi baqi na rahajiska pamaal hua lashakaro matam karo ghum aur padho nauhaAllah AllahAllah Allah roz e ashurakaro matam, karo ghum aur padho nauhaArsh walo ne kiyafarsh walo ne kiyachand taro ne kiyaYa Hussain, Hussain Hussain, Ya HussainYa Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain5. Ba khuda, ba khudaBa khuda yaad rahe kya hai tehreeb e azaaho azadari bapa aur namazein bhi adaalab pe Ya Allah raheYa Rasulallah raheYa Ali Maula raheaise hota rahe ashurakaro matam karo ghum aur padho nauhaAllah AllahAllah Allah roz e ashurakaro matam, karo ghum aur padho nauhaKullo yawmin ashura, kullo arzin karbalaYa Hussain, Ya HussainYa Hussain, Hussain Hussain, Ya HussainYa Hussain, Hussain Hussain, Ya Hussain
Roz e ashura
Nadeem Sarwar · 2025
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.