Sadaat e karbala x 2Chehlum ko karbala me jo aayi bibiyaaSadaat e karbala..Har bibi kar rahi thi kuch is tarha se giryaSadaat e karbala1.kuch bibiya yaha hai kuch bibiya wahaKarti hui fugaa x 2Bikhri hui thi maqtal e sarwar me jaa bajaa2.Ek bibi dasht e khuni me jaati hai nahr parKehti ba chashme tar x2Abbas dene aayi hoon pursa sakina ka.3.Ghut ghutke laadli teri zinda mein mar gayiTurbat wahi bani x2Bhaiyya wo qaid se na hui marke bhi juda.4.Akbar ki kabr par yoooo hui laila nauhagarDekha na saalbhar x 2Aayi hoo kaid e shaam se ab hoke mai riha.5.Bano ye bain karti thi aie mere bezubaanMaa dhoonde ab kahaa x2Batla de hai kahaa mera asgar aie karbala.6.Qurban tere aie mere maajaaye bewatan,Majboor thi bahen x 2Zindaa me mujhse teri amanat hui juda.7.Rote hai khaas o aam tera sunke ye kalaamAie shaah k gulaam x 2Nauha tera anees hai makbool e baargaah...
Saadate karbala
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.