Ya sarih ar-rizaYa man ismahu dawaWa zikrahu shifaYa sarih ar-rizaMawla Raza, mawla RazaSaaray aalam ka masiha hai tera Sahn e shifaAye ghareeb ul ghurabaSaani e khaak e shifa, Hai ye shifa khana tera1.La dawa saarey mareezon nay hai sehat paaiiTeray khadmon ki badawlat ye sa’adat paaiiYaha paani bhee nazar aata hai zamzam jaisa2.Arsh waalo say mulaqaat yaha hoothi haiZindagi aakay yaahi par tho jawaa hooti haiTere is sahan may sehmee huwi rahti hai khaza3.Apnay gham kay siwa har gham say churda do bhaiApnay bemaar mohibbon ko shifa do bhaiTum nay aamin kaha dee jo kareema nay dua4.Sa’ee mey jab teray gumbbat kay kabih aata hunAasmon say kaheen aagay nikal jaata hunItni nazdeek say sooraj ko yaheen par deykahYa sarih ar-Reza,Allahu Akbar5.Fajr ka waqt tha jab mujko ye ahsaas huwaEk hee raag tha ek hee surr tha mawlaDil ki dhadkan say mili jab teray nawbat ki sada6.Phir say ashoor ki tadbiir bana day mawlaRowza e hazrat e shabeer dikha day mawlaJaanib e karbobala khulta hai darwaza teraMawla raza mawla razaAye Reza jaan, Aye Reza jaanDilum meekhaadMera Dil chahta hayHer chi daaraamMeray paas Jo kuch hayNazr e imam Raza a.s kunamImam Raza a.s per Qurban Kardun7.Mera kuch bhee nahi sab tayri ataa hai SarkarTeray baytay teri beti teray ghar par nisaarMera beta mayri beti bera ghar baar raza8.Haq takallum wo Wilayat ka adaa kartein haiMajlis e Fatima jo qom may bapa kartein haiYe karam aap ka hai aur kareema ki duaSaaray aalam ka masiha hai tera Sahn e shifaAye ghareeb ul ghurabaMawla raza mawla razaAye Reza jaan, Aye Reza jaan...
Saare Aalam ka masiha hai tera sehne shifa
Shahid Baltistani · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.