Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Saari shamme buja leke suraj nikal

Fatema Ladak · 2015

al ajal al ajal ya imam al ajal – 2ya imam al ajalaa bhi jaa pardaye ghaybat se zamane ke imamtere muh se hi tere jad ki kahani sunlehum azadaro ki bas aakhri khwaaish hai yahinauha shabbir ka ek teri zabani sunlesaari shamm e bujaa le  ke suraj nikal al ajal ajal ya imam al ajalhar musalle pe hai yeh dua aaj kal al ajal ajal ya imam al ajalraah e takhte hai teri yeh ehle azaaraat deen hai labbo par yahi ek duacharsou khauf hai aur gum ki ghattakaise jaari rekhe zikhr e shahh e huddarukh ne jaye kahi maula kharul amalal ajal al ajal ya imam al ajalzindagi kya hai ek raah pur qwar haihar taraf mowt aur gum ka bazaar haihar galli mei tho laasho ka ambaar haimatami par masaib ki yal gaar haiaake maula nizaam e jahan ko badalal ajal al ajal ya imam al ajalmajlis e gum mei jaana hai ek marhalajaane kab apne qatil se ho saamnakarte rehte hai zikr e gumme karbalago ke har sanzz lag ne lagi hai sazaakarde maula zarra dast e batil ko shalal ajal al ajal ya imam al ajalhar sitam dilpe seh ke keha ya hussainjab bhi koi janaza outha ya hussainyaad aayi humme karbala ya hussaintere darbaar mei hai dua ya hussainsuon le beta tera ye sadda e atalal ajal al ajal ya imam al ajaldard aur gumke alaam mei kaise jiyeapne pyaro ke matam mei kaise jiyekhoon aalooda mausum mei kaise jiyegum yahi hai ke iss gum mei kaise jiyeiss jahan ki fizza oss jahan se badaltere joke masiab mei gum kwar haipursa daarane zehra dilaff gaar hayteri nusrat ke hum sab talab gaar haymaula mehweh dua saare zawwar hayik alam leke aa karbala saath chalal ajal al ajal ya imam al ajalbekafan laasheh shahe zaman ki kasamhay sakina garibul watan ki kasamek bhai ki aur ik behen ki kasamyaani zainab aseereh rasan ki kasammuktasar tere aaneh pe hai har amalal ajal al ajal ya imam al ajalfarshe gum par hai mehwe dua fatimadekhe ehle azaa ashq e gum ka silaategh e haider sambhaleh jo tu aayegahoga mazhar sipaahi teri fauj kakat raha hai qayamat ka ik ik palal ajal al ajal ya imam al ajalnoke nezaa se chini gayi jo riddadeh rahe hai ussika tuje waastabandh raaho ko khulwadeh aake zarrashaam jaye dubaara yeh ehle azaaiss se pehle ke aayeh payaam e ajal

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.