Saaya khudaAaye jo kabre fatema pe sayad-e-anaarrukhsaar rakh ke kabr pe rokar kiya kalaam, Sehra me dil ke tukro kibasti basawunga, Amma madina lawt ke aa na paawunga, kaampa falaklarazne lagi qabr-e-sayyeda, ayi janaab-e-fatema ki qabr se sadaa[Jaao mere laal] ×4 Tum pe har qadam rahe dua meri, aur saaya-e-khuda-e-zul jalaal[jaao mere laal] ×2 Tum pe har qadam rahe dua meri, aur saaya-e-khuda-e-zul jalaalJaa rahe ho tum jo kehke deen haq bachawunga (Amma aap ki kasam mekhoon me nahawunga) x3 Ab ho jo bhi haal, tum ho payemaal, tum pe harqadam rahe dua meriAur saaya-e-khuda-e-zul jalaal [Jaao mere laal] ×2 Tum pe har qadam rahe dua meri, aur saaya-e-khuda-e-zul jalaalBachpane mei jo kiya tha wada babajaan se (waqt ab wo agaya kafan kosar se baandhne) x3 Dekh mere laal, dee(n) ka hai sawaal, kamyaabiyahai tere saath hi, Aur saaya-e-khuda-e-zul jalaal[Jaao mere laal] ×2 Tum pe har qadam rahe dua meri, aur saaya-e-khuda-e-zul jalaalChahiye khuda ke deen ko aghar amaa, (wo ridaay-e-zainab-e-hazee(n)ka sayebaa(n)) x3 Jawo ab shidad ibn-e-buturaab, mei tumhare saathbabajaan bhi,Aur saaya-e-khuda-e-zul jalaal [Jaao mere laal] ×2 Tum pe har qadam rahe dua meri, aur saaya-e-khuda-e-zul jalaalDeraha hai deen-e-kibriya tumhe salaam (almadad hussain almadadshah-e-huda) x3 Mei watan hussain, mere dil ke cheyn, hamsafar tumharesaath maa huwiAur saaya-e-khuda-e-zul jalaal [Jaao mere laal] ×2 Tum pe har qadam rahe dua meri, aur saaya-e-khuda-e-zul jalaalShaan-e-baba faq honge jis gari kalam, (rowenge alam ke saaye meitere haram) x3 rowengi wafaa aur karbala, rowengi faraat aur tashnagiAur saaya-e-khuda-e-zul jalaal [Jaao mere laal] ×2 Tum pe har qadam rahe dua meri, aur saaya-e-khuda-e-zul jalaalAkbar-e-jawaa(n) jigar pe khayenga sina, (maa kahengi mera chaandkhogaya kaha) x3 uspe nohakhwaan, honge meri jaan, mei bhi aur hassanbhi aur rasool bhiAur saaya-e-khuda-e-zul jalaal [Jaao mere laal] ×2 Tum pe har qadam rahe dua meri, aur saaya-e-khuda-e-zul jalaalYe sadaa mazar-e-sayyeda se "mazhar abidi" (sunke rodiyey hussainmustafa ki aal bhi) x3 Jaawo mere laal, jaawo mere laal, tumpe har qadamrahe dua meri, aur saaya-e-khuda-e-zuljalaal
Saaya khuda
Irfan Haider · 2005
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.