Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sabr Maula Ka Dikhaya Jayega

Abid Musa Rizvi And Humnawa · 2022

zulm ada ka bataya jayegasabr maula ka dikhaya jayegaKiya bhaynak raat hain ashoor kiKal nabi ka ghar lutya jayegaNehar par ek mashk chedi jayegiKhoon Pani mai bhaya jayegaTashna lub Abbas mare jayengeKohe gham sarwar pe dhaya jayegashah se chena jayega aakhon ka noorBaap se beta churaya jayegaBarchiya akbar ko mari jayengiUmme Laila ko rulaya jayegaAmbiya niklenge rote qabr seyu Nabi ziyada rulaya jayegaShah ghode se giraye jayengeArsh e azam ko hilya jayegashah ko fikr hai apney col kiJud ki ummat ko Bachaya jayegaZindagi toh khak Hai Asghar ke baadUska lasha bhi uthaya jayegaRahe haq mai sir Kate ya Ghar luteAssiyo ko bakshwaya jayega

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.