Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sabran sabran ya zainab

Ali Safdar · 2014

tha khaimo me kohraam bapasabran zainabmaghmoom thi saari karbobalashabbir salame akhir ko aae to yahi thi labpe sadasabran zainab..(8)zainab zainab zainab zainabsabran sabran ya zainab..(2)1. Hai peshe nazar khaliq ki rezahar laash uthakar laata huhai tere hawale zarf o nibamai janibe maqtal jata hujab akhri rukhsat ko aae..(2)shabbir ne ye zainab se kahasabran sabran ya zainab..(2)2. Sab margae meri baari haiab teri ye zimmedari hairoye na sakina mere binaye bachi jaan se pyari haipamaal sue aspaa hoga..(2)zainab tere bhayya ka lashasabran sabran ya zainab..(2)3. mai jaata hu maqtal ki tarafab naizo me talwaro mepaigham mera pohchana haidarbaro me bazaro memazloom hamesha zinda hai..(2)allah ka rahega naam sadasabran sabran ya zainab..(2)4. ae zainab mai zinda hu abhiankho me nahaye tere nabisabir ki bahen banke rehnaae binte nabi ae binte alijab shame ghariba aae behen..(2)ho lab pe tere shukran shukransabran sabran ya zainab..(2)5. Teero pe badann hoga meraaegi sadae wawailaawaaz ye hogi amma kiaur khaak udaenge nanaaaur baba ali ke roze par..(2)jibreel karenge aaho bukasabran sabran ya zainab..(2)6. Allah nigehbaa hai teraai binte ali binte zehraye ehle jafa ye ehle sitamjab cheen le tere sar se ridaallah ko rakhna apne gawah..(2)wo malik hai maula terasabran sabran ya zainab..(2)7. akhir ye qayamat ka manzarkis tarha sunaega safdarkese ye kahu ae ehle azaakho me lahu phatta hai jigarbhai se lipatkar bibi ne..(2)jis waqt kaha ab na kehnasabran sabran ya zainab..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.