Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Safar e ishq e hussain

Meesum Abbas · 2019

Lo agaya bulawaYa Hussain....(2)Sultan e Karbala kaYa Hussain...(2)Jaaga hain muqaddar phirYa Hussain...(2)Mehmaan e Karbala kaYa Hussain ....(2)Jaldi qadam badhao, Aye Aashiqan e MaulaHain muntazir tumhari, Karbobala me ZahraKarbobala me Zahra ....(2)Sarhad pe Karbala ki, Abbas bhi khade hainThaame hue alam ko, tum se yeh keh rahe hainTum se yeh keh rahe hain.....(2)Khushamdid, Khushamdid, Aye Zaaeron Khushamdid...(2)Safar e Ishq e Hussain....(4)(1) Woh ek saltanat e ishq, naam KarbobalaAzal se parcham e Abbas hain nishaan jiskaJaha pe naqsh hain Maula Hussain ka sajdaWaha pe karne ko sajda..(2)Bula rahi hain Karbala, Bula rahe Hain HussainSafar e ishqe Hussain....(4)(Khushamdid, khushamdid, aye zaaeron khushamdid)....(2) Baghair izn yaha koi aa nahi saktaHo khush naseeb ke tum aa rahe ho KarbobalaJo zaaereen me shaamil tumhara naam huwaKarona shukr ka sajda....(2)Bula rahi hain Karbala, Bula rahe hain HussainSafar e ishq e Hussain....(4)Khushamdid khushamdid, aye zaaeron khushamdid.....(3) Safar naseeb nahi sabko yeh Khuda ki qasamHussain rakhte hain khud apne zaaeron ka bharamAgar magar nahi socho badhao apne qadamZara bhi der na karna....(2)Bula rahi hain Karbala, bula rahe hain HussainSafar e ishq e Hussain...(4)Khushamdid khushamdid, aye zaaeron khushamdid..(4) Yeh Karbala ka safar, bakhuda mawaddat hainAjeeb tarz e mohabbat hain yeh ibadat hainHar ek munkir e Shabbir se baghawat hainNa rok payegi duniya....(2)Bula rahi hain Karbala, Bula rahe hain HussainSafar e ishq e Hussain ...(4)Khushamdid khushamdid, Aye zaaeron khushsamdid.….(5) Yeh Karbala hi batayegi imtehaan hain kyaNajaf se Karbobala ke safar ki shaan hain kyaSabhi hain ek se, boodhe hain, aur jawaan hain kyaHar ek lab pe hain naara...(2)Bula rahi hain Karbala, bula rahe hain HussainSafar e ishq Hussain....(4)Khushamdid khushamdid, aye zaeeron khushamdid....(6) Habib ne hain yeh zauja se apni farmayaBulawa aisa kisiko kabhi nahi ayaHussain ne mujhe khat bhejkar hain bulwayaMujhe hain farz nibhana....(2)Bula rahi hain Karbala, bula rahe hain HussainSafar e ishq e Hussain....(4)Khushamdid khushamdid, aye zaaeron khushamdid.....(7) Rihayi Shaam ke zindaan se haram ko miliTadap ke reh gayi us waqt haye Binte AliLarazte lehje me Abid ne jab sada hain yeh diKhudara utho Sakina....(2)Bula rahi hain Karbala, Bula rahe hain HussainSafar e ishq e Hussain...(4)Khushamdid khushamdid, aye zaeeron khushamdid..(8) Haa is zameen pe Firdausi silsile hogeBashar ki shakl Malaaek ke qaaflein hogeJo zaaereen ki khidmat ke waaste hogeNaseeb dekho tumhara..(2)Bula rahi hain Karbala, Bula rahe hain HussainSafar e Ishq e Hussain ...…(4)Khushamdid khushamdid, aye zaaeron khushamdid...Itni aasani se tum log karoge yeh safarPar suno Aale Mohammad ke safar Ka manzarNahi pani ki sabeelein thi, na saya, na shajarShaah ke kunbe pe baraste rahein har dam pattharUski behnon ka tha rassi me galaNa tawan beta hain kaanton pe chalaPaani beti ko mayassar na huaKhud woh naize pe tadapta hi raha...(2)Dekho par Mesum o Salwar kareemi yeh zaraApne zawwaron ko deta hain woh ab bhi yeh sadaKhushamdid khushamdid, aye zaaeron khushamdid....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.