Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sajana azakhana

Meesum Abbas · 2017

Azakhana, azakhana.(2)14 ho alam, ek mashkizabesheer ka ek nanha jhulado baaliya'n choti bibi kiek shamma jalakar tum rakhnaaur yaad mein ho ek dulha kikuch mehendi kangana aur sehraghar mein yu azaa khana jo sajapaoge bohot zahra ki dua..(2)zahra ki dua paana sajana azakhana..(2)1. Ae ehle aza e shahe hudais deher mein jab tak ho zindatehzeeb e azadari hai yehido kaam zaruri tum karna..(2)majlis mein chale aana, sajana azakhanazahra ki dua paana sajana azakhana..(2)2. An amta alayhim ki ayatya phir rehman ka ho surahshamil hai azakhana usmeinnemat ka jaha'n bhi zikr hua..(2)nemat ko na thukrana, sajana azakhanazahra ki dua paana sajana azakhana..(2)3. Be dast hua saqqa lekinusne na alam ko jhukne diyapehchan e aza khana hai alampaigham yehi abbas ka tha..(2)duniya se na ghabrana, sajana azakhanazahra ki dua paana sajana azakhana4. Tazeem kabhi na kam karnata hashr rahe hurmat baaqiye sirf azakhana hi nahiarmaan e dile zahra hai yehi..(2)bachho'n ko ye samjhana, sajana azakhanazahra ki dua paana sajana azakhana5. Jis waqt chhida tha mashkizajab aayi khabar ghazi na rahakuch kooze pyaase baccho kehaatho'n se gire aur toot gaye..(2)kuch kooze bhi rakhwana, sajana azakhanazahra ki dua paana sajana azakhana6. Rahib ki tarha mil jaye pisarya hurr ke tarha bakhshe jaofir shukr adaa karne ke liyetum bhi ye saleeqa apnao..(2)aise ho ye shukrana, sajana azakhanazahra ki dua paana sajana azakhana7. Shabbir ye zainab se bolekuch kaam abhi bhi baaqi haizalim jo shaheedo'n ke sar dewo pehle azakhane mein sajein..(2)jab shaam bahan jaana, sajana azakhanazahra ki dua paana sajana azakhana8. Salman ke meesum ke jis dinaamal liye jayein yakjajab tum se sawaal malak pucheduniya mein kiya kya kaam bhala..(2)tum fakhr se likhwana, sajana azakhanazahra ki dua paana sajana azakhana

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.