Sajday may maar dala damad Mustafa kaUmmat ne kar diya hay (x2) haye waar yun qaza kaPardes may yateemi, Zainab pe cha gayi hayHaey qatl ho gaya hay (x2) sartaj Fatima kaHaey kalma go ne us pe talwar hai chala diLehraya jis ne parcham (x2) har simt la ilah kaSar hai Ali (as) ka zakhmi, Zainab (sa) ko do saharaManzar na dekh le wo, Kufe mein Karbala kaSar peet.te hain Shabbar (as), Sarwar (sa) hain mehw e giryaDafnayen kaise lasha, Hasnain (as) Murtaza kaYe Sher e Kibriya ka, chehra lahu lahu hai...ya khoon se hai rangeen, Islam Mustafa kaIs ko fida zamana kaise mita sakay gaKe matmi asar hay (x2) Zainab ki ik dua ka
Sajday may maar dala damad Mustafa ka
Rizwan Rizvi · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.