Sajde me maar dala damad mustafa kaUmmat ne kar diya hai.. 2Ahwal yu qaza kaPardes me yatimi zainab pe chagayi haiHaye qatl hogaya hai... 2Sartaj fatema kaHaider ki betiyo par haye tut gayi qayamatDhaya hai kalma goh ne... 2Aisa sitam jafa kaArsho farash pe usdam kohram mach gaya haiJibril ne ailan jo... 2Kiya qatl murtaza kaHaye kalma goh ne uspe talwar hai chaladiLehraya jisne parcham... 2Har simt la ilaha kaTaboot jab uthaya hasnain ne baba kaGhar me ali ke barpa... 2Hua hashr hai bala kaIsko fida zamana kaise mita sakegaYe matami asar hai... 2Zainab ki ik dua ka
Sajde mein maar daala damaad mustafa ka
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.