Sajjad ko har gham bhool gayabus sham mein jana yaad rahaBaaghi ka beta sun sunkarwo patthar khana yaad rahaKaisi shadi kaisi khushiya'nsab bhool gaye the zainul ebaashabbir ki ghurbat par har pal..(2)bus ashk bahana yaad rahaBeemar musafir khud apnepaao ke chhale bhool gayalekin ummat ka zainab ko..(2)kaato'n pe chalana yaad rahaManga tha kaneezi mein jis dumzalim ne sakina bibi kopar karb phuphi ka bacchi ko..(2)pehlu mein chupana yaad rahaBaba ka zamana bhool gayadada ka zamana bhool gayaabid ko faqat maa phupiyo ka..(2)darbaar mein jaana yaad rahaKhud ne patthar khaye lekinkuch yaad nahi sab bhool gayapar muztar bacchi sakina ko..(2)zalim ka satana yaad rahaKhud zanjeero'n se jakde theye ghum na yaad raha lekinzindaa'n mein apni behna ki..(2)turbat ka banana yaad raha
Sajjad ko har gham bhool gaya
Mir Hasan Mir · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.