Wo shaam ka zindaan, wo ghurbat wo andherakurte ka kafan aur, sakina ka janazasajjad se jab laasha, bahan ka nahi utthalaashe pe rabab aake, ye karne lagi nauhaaye bibiyo tum meri, madad karne ko aaohaye mazloom sakina ke, janaze ko uthaosakina bibi, hayesakina bibi ka hai janazauthao zainab, uthao fizzasakina bibi ka hai janazauthao zainab, uthao fizzaYe rone wali ka hai janazauthao zainab, uthao fizzasakina bibi ka hai janazauthao zainab, uthao fizza1. Hai haath ab bhi rasan mein iskehum hi hai ab is watan mein iskena jaane kab se ye tashna lab hainami nahi hai badan mein iskeyeh meri pyaasi, hayeyeh meri pyaasi ka hai janazauthao zainab, uthao fizzasakina bibi ka hai janazauthao zainab, uthao fizza2. Yateem, bekas, ghareeb, dukhiyathi kitni mazloom o be saharachacha ke sar ke qareeb lakarpakad ke baalo se jisko maarayeh us bhatiji, hayeyeh us bhatiji ka hai janazauthao zainab, uthao fizzasakina bibi ka hai janazauthao zainab, uthao fizza3. Wo jiski sukhi hui rago parchala tha karbobala mein khanjarbhara tha teero se uska seenahai jisko maara rula rula karyeh uski beti, hayeyeh uski beti ka hai janazauthao zainab, uthao fizzasakina bibi ka hai janazauthao zainab, uthao fizza4. Jala hai kurta, hai kaan zakhmigale mein paywast hai rasan bhikahi pe khaya tha taziyanakahi ye naaqe se gir gayi thiye ghum ki maari, hayeye ghum ki maari ka hai janazauthao zainab, uthao fizzasakina bibi ka hai janazauthao zainab, uthao fizza5. Mila jo paani to isne lakargiraya abid ki bediyo parkahi se chadar mili to pehlehume udhayi hai isne aakarye sab ki pyaari, hayeye sab ki pyaari ka hai janazauthao zainab, uthao fizzasakina bibi ka hai janazauthao zainab, uthao fizza6. Hai iske baalo mein bhi safedikamar bhi kham ho chuki hai iskiise bhi darbaar jab bulayapakad ke deewar ye chali thibatool jaisi, hayebatool jaisi ka hai janazauthao zainab, uthao fizzasakina bibi ka hai janazauthao zainab, uthao fizza7. Mai iski halat batau kaiseab aur ghurbat sunau kaisetumhe khabar hai mai iski maa humadad karo mai uthau kaiseye meri bacchi, hayeye meri bacchi ka hai janazauthao zainab, uthao fizzasakina bibi ka hai janazauthao zainab, uthao fizza8. Jise rehayi ki aarzu thiwo ab hamesha rahegi qaidimadine wale bhi ro diye jabraza o zeeshan maa pukariye shaam wali, hayeye shaam wali ka hai janazauthao zainab, uthao fizzasakina bibi ka hai janazauthao zainab, uthao fizza
Sakina bibi ka hai janaza
Syed Raza Abbas Zaidi · 2022
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.