Azadari MediaAzadari Media

Sakina bibi ko har dam rulaya jaata hai

Arshad Ali · Poet: Akber Ali Bashar · 2026

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Haaye sakina haaye sakinaHaaye sakina haaye sakinaSakina Bibi ko har dam rulaya jata haiSakina Bibi ko har dam rulaya jata haiDikha ke pani zamee'n parbahaya jata haiSakina Bibi ko har dam rulaya jata hai (2time)Gala hai sukha huaaur zaban sukhi haiGala hai sukha huaaur zaban sukhi haiHai kitni pyasi na yeh bhibataya jata haiSakina Bibi ko har dam rulaya jata hai (2time)Tamache seliyaan durraykaha yeh Zainab neTamache seliyaan durraykaha yeh Zainab neYateem-e-Shah pa yeh zulmdhaya jata haiSakina Bibi ko har dam rulaya jata hai (2time)Chale gi kanton pa kaisewoh apne panjon parChale gi kanton pa kaisewoh apne panjon parRasan gale mein hai durralagaya jata haiSakina Bibi ko har dam rulaya jata hai (2time)Tamache kha ke jo behoshhoti hai bibiTamache kha ke jo behoshhoti hai bibiTamache maar ke uskojagaya jata haiSakina Bibi ko har dam rulaya jata hai (2time)Khuda hi jaane guzartihai kya Sakina parKhuda hi jaane guzartihai kya Sakina parJab usko baghi ki betibulaya jata haiSakina Bibi ko har dam rulaya jata hai (2time)Sakina kehti hai chaltehue yeh naqay seSakina kehti hai chaltehue yeh naqay seChacha zameen pe mujh kogiraya jata haiSakina Bibi ko har dam rulaya jata hai (2time)Bashar Sakina jo girtihai chalte naqay seBashar Sakina jo girtihai chalte naqay seRasan se kheench ke Arshaduthaya jata haiSakina Bibi ko har dam rulaya jata hai (2time)Haaye sakina haaye sakinaHaaye sakina haaye sakina

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.