Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sakina jaan

Farhan · 2021

Sakina...Sakina jaan, baba qurbaanQafla lut gaya, bar sare karbalaMujhko maara gaya, tujkho pyaasa rakhaNaize pe hum chale, tu chali khaak pePaaon tere jale, hum tadapte raheSakina.. meri bachhi aye baba ki jaantujhse beti juda mai hua tha kaha'ntu thi jaha'n, mai tha waha'nMeri bacchi baba qurbaanMeri bacchi baba qurbaanMeri bacchi baba qurbaanRona na yu'n, rona na yu'nMai saath hoo'nShahe mazloom kehte the sakina se aye bibiShahe mazloom kehte the sakina se aye bibiHamari aur tumhari dasta'n hai ek jaisihayeJaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanJaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaan1. Teri meri musibat hai sakina ek hi jaisichhuri gardan pe mere thi,tere gardan mein hai rassimai naize par chala hu aur tu kaato'n pe aye bibimere sar se lahu jaaritere kaano se khoo'n jaaritamache tere chehre par lagaye jaa rahe haiyaha naize pe ham patthar hi khaye jaa rahe haihaye..Jaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanJaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanFarsi 1..Shahe mazloom mi guft e ruqayye aye beheshtam..(2)che qadr in sar nawishtad shud shabihe sar nawishtamhaye..Jaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanJaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanFarsi 2..Ruqayye dukhtare in ghum daleele aaho zari shudsaram bar naize raftam, maa tu payad nazre khaar ee shudbebin khoone guluyam raa, ke az gushe tu jaari shudtana bad juri gardan misle teeghe aab dari shudrukhe tu khoon shude az eeliye sakhte laeenanshikast e rooye in naize saram az sang e tiflanhaye..Jaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanJaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaan2. Laee ne khaich kar cheeni jo tujhse baliya'n terihua kaano se khoo'n jaari,sadaa ammu ko tune diteri ghurbat mere jaisi, meri halat tere jaisianguthi ke liye kaati,sitamgar ne meri ungliyaha'n beti tujhe naaqo'n se girwaya gaya haimere laashe pe waa'n ghodo'n ko daudaya gaya haihaye..Jaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanJaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanFarsi 3..Laeenan mikashand az gushe tu gushware haa yat raashud az gushe tu khoon jaari ammuyad bood kash injamano tu misle hum hastim, bebin aye dukhtare babaadoo hum rahe angushtar, burid angusht e dastam raatu unjaa ast shutur mi ufti bar reege biyaba'nwa injaa lashe man pamaal shud ba summe asbaabhaye..Jaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanJaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaan3. Tu chadar ko tarasti thi kafan ko mai tarasta thateri chadar bani matti,bani matti kafan merasina se tere naaqo ka bada tha faasla dukhiyatu baba ko bulati thibulate the tujhe babaaziyat ka safar tha dasht se kufe ke dar taktadapte baap beti aagaye shiree'n ke ghar takhaye..Jaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanJaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaan4. Sitam tujh par bhi dhate hai sitam mujhpar bhi dhate haiyateema tujh ko kehte hai,mujhe baaghi bulate haisina ke paas se zalim jo naaqe leke jaate haitujhe bhi aazmate hai,mujhe bhi aazmate haibohot nazdeek hokar bhi ajab si dooriya'n haibadi majburiya'n hai ye badi majburiya'n haihaye..Jaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanJaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaan5. Tamache tune khaye hai, hai patthar khaye maine bhitere rukhsar hai neele,mera chehra hua zakhmikayi din ka hu mai pyaasa kayi din ki hai tu pyaasigala hai khushk tera bhi,rage meri bhi hai sukhihamare dard ko samjhe koi aye kaash bibimai laasha ho ke zinda hu, tu zinda laash bibihaye..Jaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanJaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaan6. Aseer e zulm hai tu bhi, aseer e zulm hu mai bhimai hu tanha sare maqtal,tu hai zindaan mein qaidiyaha zindaan ki garmi, waha'n maidaan ki garmiyaha soyi nahi tu bhi, waha soya nahi mai bhikabhi tu chayn se seene pe sojati thi meremera sar aaj hai aye laadli seene pe terehaye..Jaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanJaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaan7. Gaye farhan aur mazhar ye manzar shaam mein dekhakaha'n beti ki turbat hai,kaha'n baba ka hai rozahar ek zaer laraz jaye agar ye sochle jumlake shaam o karbala ke darmiya'n hai faasla kitnasakina aur baba mein judayi aaj bhi hailabe shabbir pe logo dohayi aaj bhi haihaye..Jaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanJaan, Sakina jaan, Sakina jaan, Sakina jaanbaba qurbaanSakina jaan, baba qurbaanSakina jaan, baba qurbaan

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.