Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sakina ki turbat banate banate

Shahid Baltistani · 2012

Haay hai kaisa andhera ya kya hogaya haiHai kiska janaza Qayamat bapa haiQayamat bapa hai xx2Bhala kaun Qaidi hai kya dhundta haikahan par banaye lahad sochta haiQayamat bapa hai Qayamat bapa haihaay haayzaaefi me abid ki badli jawani sakina ki turbat banate banate ...x2kayi baar marke wo zinda hua haibahen ko zameen par sulate sulatezaeefi me abid ki badli jawani sakina ki turbat banate banate ...x2kahin ankh barsi kahin dil chida haikahin hath larze kahin dam ruka hai x2bahattar janazo se guzra hai aabidbehen ka janaza uthaate uthaatezaeefi me abid ki badli jawani sakina ki turbat banate banate ...huwe kaan zakhmi tamache lage thesakina ki ankhon me aansu bhare the x2suwe neher takti thi hasrat se bachchijala apna daaman bujhate bujhatezaeefi me abid ki badli jawani sakina ki turbat banate banate ...lahad ke liye mil gaya Qaid khanareha khud na ho payi bali sakina x2magar wo aseero ko Qaide sitam serehayi dilakar gayi jaate jaatezaeefi me abid ki badli jawani sakina ki turbat banate banate ...ye zahra ki poti hai ghazi ki pyari ...bahut laadli hai ye apne padar ki ...Qayamat bapa hai Qayamat bapa haiyeh Darbaar me kya Qayamat hui haisakina phuphi se ye kya puchti hai x2kahin marr hi jae na zainab khudayakanizi ka matlab batate batatezaeefi me abid ki badli jawani sakina ki turbat banate banate ...Hai sadme mein bano Qayamat hai kaisipadar se wo baatein abhi kar rahi thi x2magar ab kabhi bhi na bolegi bachchiye maa ko yakeen aaega aate aatezaeefi me abid ki badli jawani sakina ki turbat banate banate ...sakina ki jaanib se aye mere maulasajaa naame asgar pe hasrat hai meri x2guzar jae 'akbar' ki ye umr saarisabilo se paani pilaate pilaatezaeefi me abid ki badli jawani sakina ki turbat banate banate ...

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.