Sakina... Sakina... Sakinaa....Qafla shaam ke zindaa'n se jabnikla reha hokarkaha Sajjad ne rokarkaha Sajjad ne rokarke jab jab saans aayegisakina yaad aayegi..sakina yaad aayegi..(2)sakina yaad aayegi..(2)1. Na de paaya use paaniyehi bus ek udasi haisakina kal bhi pyasi thisakina ab bhi pyasi haike jab sughra madine meinmujhe pani pilayegisakina yaad aayegi..sakina yaad aayegi..(4)2. Hamesha shimr ke darr semere humraah rehti thitamacha jab bhi lagta thamujhe awaaz deti thimusibat shaam ki haye..(2)mujhe jab bhi rulayegisakina yaad aayegi..sakina yaad aayegi..(4)3. Shab e ghurbat mein asghar kiuse jab yaad aati thijale jhule ke paas aakarwo ashko ko bahati thiali asghar ke jhule par..(2)nazar jab meri jayegisakina yaad aayegi..sakina yaad aayegi..(4)4. Ye rokar shaam walo sekaha sajjad ne sunlokabhi na maarna durrekisi masoom bachi koke jab nanhe se hatho se..(2)wo gaalo ko chupayegisakina yaad aayegi..sakina yaad aayegi..(4)5. Padar ko yaad karti thiandhei qaid mein rehkesakina mar gayi akhirlipat kar baap ke sar sekahani jab ye sughra ko..(2)koi bibi sunayegisakina yaad aayegi..sakina yaad aayegi..(4)6. Bandhe the haath bachhi kegale mein thi rasan hayebadi mazloom thipardes mein meri behen hayemusibat chaar sala ki..(2)mujhe har pal rulayegisakina yaad aayegi..sakina yaad aayegi..(4)7. Ijazat dengi shehzadiwo din bhi jald aayegabulawa aayegazeeshan o irfan e azaa sabkayateema ke haram par jab..(2)nazar zaer ki jayegisakina yaad aayegi..sakina yaad aayegi..(4)
Sakina yaad aayegi
Irfan Haider · 2021
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.