Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Salam aye ghareeb e zahra

Shahid Baltistani · 2021

Hussain Hussain HussainHussain....Salam ho aap par aye Adam ke warisSalam ho aap par aye Nuh o Ibrahim o Musa o Isa ke warisSalam ho aap par aye Mohammad o Ali o Zahra salamullah alaiha ke warisSalam aye ghareeb e Zahra, SalamHussain..1. Mere hussain teri pyaas ko salam merake teri pyaas se sairaab hai ye deen e khuda..(2)gawahi deta hai  ka'ba, azaan aur sajdahussain waris e Adam hai waris e IsaKya nabi aur wali khud Mohammad sa nabi..(2)ter roze pe tujhe karta hai salamSalam, SalamSalam aye ghareeb e Zahra2. Hussain qaid nahi hai hussain sabka haihussain aalame insaniyat ka wirsa haiajab ameer hai jannat ko chhod kar apnihussain aaj bhi toote dilo mein rehta haiKya nabi aur wali khud Mohammad sa nabi..(2)ter roze pe tujhe karta hai salamSalam, SalamSalam aye ghareeb e Zahra3. Hussain dard mein jeena sikha diya tuneHussain pyaas ko paani bana diya tune..(2)ghareeb bhi jaha'n jakar ameer lagta haiHussain sheher hi aisa basa diya tune..(2)Kya nabi aur wali khud Mohammad sa nabi..(2)ter roze pe tujhe karta hai salamSalam, SalamSalam aye ghareeb e Zahra4. Ajeeb shaan se wa'da nibhaya nana kakhuda ki raah mein tune luta diya kunbajawan bete ke laashe pe shukr ka sajdakoi rasool bhi hota hawaas kho detaKya nabi aur wali khud Mohammad sa nabi..(2)ter roze pe tujhe karta hai salamSalam, SalamSalam aye ghareeb e ZahraMere ghareeb hussain, mere shaheed hussain..(2)Assalamu alaika ya qateel al abaraat5. Ba waqt e asr gire shaah jalti reti parkahi se lagta tha naiza kahi se teer o tabarkhuda kisi ko qayamat na ye dikhaye kabhibahan ke saamne bhai pe chal gaya khanjarAssalamu alaika ya qateel al abaraatSalam, SalamSalam aye ghareeb e Zahra6. Dhala jo asr ka suraj ajeeb shaam huipadar ke laasha e be sar pe aayi ek bacchihata ke laash se patthar kaha ye rote hueutho utho,utho utho mere baba ujad gayi beti..(2)Salam, SalamSalam aye ghareeb e Zahra7. Usi nasheb se naize pe aa rahe hai hussainSina ki nok se qur'aan suna rahe hai hussainye baat sach hai takallum khuda ki marzi sekhuda ki saari khudayi chala rahe hai hussainKya nabi aur wali khud Mohammad sa nabi..(2)ter roze pe tujhe karta hai salamSalam, SalamSalam aye ghareeb e Zahra

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.