Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Salam Hussain

Nadeem Sarwar · 2020

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Hussain..........Safar hayat ka chahe tamam hota raheHazar dard ho, zikr-e-Imam hota rahe.Salam hota rahe *3Fatima ke chain ko *2Nabi k noor-e-aain ko.*2Ba khuda Husain (A.S) ko Salam....To KahoSalamun Alaika Ya Aba Abdillah *4Safar hayat ka chahe tamam hota rahe *2Salaam hota rahe*3Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain rey..*21. Haan... Sara zamana hai tumhara hussain, kehti hai har qaum humara hussainGunjta har simt hai naara Hussain, tutey dilon ka sahara HussainMuala tera naam sada zinda rahega, maula tera kaam sada zinda rahegaHum rahe na rahe ye sada zinda rahega.Salamun Alaika Ya Aba Abdillah*2Salam hussain, maula salam hussainSalam HussainSalam hussain, maula salam hussain*2Salam HussainSalam hussain, maula salam hussain*2Salam HussainMaulana Hussain Hussain, Maulana Hussain rey..*22. Haan.... Muala hussain ibn-e-Ali (a.s) marhabaMarhaba sadd marhaba sadd marhaba,zulm k tufaan se ladhta raha kat ke be sar apka uncha raha.Maula sada teri azadaari rahegi, maula tere hum se wafadari rahegiHum rahe na rahe ye sada zinda rahe.Salamun Alaika Ya Aba Abdillah*2Maula hussain maula humara salam lo, Maula hussain maula humari sada suno *2Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain rey..*23. Haan..Apka maula jo azadar haiApke ghar ka vo wafadar haiapki chahat ka talabgar haiMajlis-o-matam se usse pyaar haiMaula ghulamo me mera naam b likhdo..Naam to naukar ka hai vo kaam b likhdo...Hum rahe na rahe ye sada zinda raheSalamun Alaika Ya Aba Abdillah*2Salam hussain, maula salam hussainSalam HussainSalam hussain, maula salam hussain*2Salam HussainSalam hussain, maula salam hussainSalam HussainSalam hussain, maula salam hussain*1Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain rey..*24. Haan, pyara hai mitha hai madina mera,Rehte jahan sondey nabi Mustafa(SAWA)Jisne diya humko ye deen-e-khudaAur nawasa bana uski baqaaAao chalo karbobala tumko dekhayeAj bhi aati hai bahatar ki sadayeinHum rahe na rahe ye sada zinda raheSalamun Alaika Ya Aba Abdillah*2Maula hussain maula humara salam lo, Maula hussain maula humari sada suno *2Maulana Hussain Hussain, Maulana Hussain rey..*25. Haan.. Sheh k azadaro salamat rahoMaula k paigham ko jari rakhoAmno mohabbat ki hifazat karoDil ko yuhi dil se milate rahoMaula ka tum aqri sajda na bhulana..Matami bacchon ko namazi bhi bana na...Hum rahe na rahe ye sada zinda raheSalamun Alaika Ya Aba Abdillah*2Safar hayat ka chahe tamam hota rahe *1Salam hota rahe *3Mere maula mere agha hussainHussain vo hai jisse karbala salaam kareNabi Ali-o-Hassan Fatima salaam kareHussain maula ki azmat bayan kaise hoHussain vo hai jisse kibriya salam kareSalam Hussain, Salam HussainAye shah e shahida,Aye Jaan-e-MadinaAye Naaz-e-FakhiraMaula-e-GharibaRote sisakti hai duniya bilakti haihar aankh har lamha inse jhalakti haiDil dil se miladey zehno ko sajadeyPhoolo ko khiladey, kaanto ko hatadeyAllah k wasiley, Ahmed k nawaseHyder k sitarey, Zehra k dulareyHai Agha humarey...Salam Hussain, Salam Hussain, Salam Hussain..*5Aao Azadaro karo matam-e- sarwar karoYa Hussain, Hussain ya hussain, Hussain..Matam-e-Abbas karoMatam-e-Akbar karoYa Hussain, Hussain ya hussain, Hussain..Bali Sakina ka kabhi, matam-e-Asghar karo.*2Zainab-o-Kulsum ka gham matam-e-chadar karoHaan.. Shah sala mun alayYa mere Maula Salam, Shah sala mun alayYa mere agha salaam, Shah sala mun alayQasim-o-Akbar salam, Shah sala mun alayAbid-o-Akbar Salam, Shah sala mun alayGhazi dilawar Salam, Shah sala mun alayHaye Zainab-o-Kulsum Salam, Shah sala mun alayAon-o-Mohammad Salaam, Shah sala mun alayPyasi Sakina salam, Shah sala mun alay*2Ya mere Maula Salam, Shah sala mun alayYa mere Maula Salaam... Hussain * 9

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.