Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Salamat rahe ye azadari

Irfan Haider · 2021

Ya Hussain...Hussain... Hussain.. HussainHussain Ya HussainHussain Ya HussainMaulana HussainaMaulana HussainaMaulana HussainaSadqa..Sadqa Ali Akbar ka ataa kijiye maulaSadqa..Sadqa Ali Akbar ka..Hai khushnaseeb..Hai khushnaseeb tere azadar ya hussainYa hussain, Ya hussainRehte hai tere ishq mein sarshar ya hussainYa hussain, Ya hussainDast e dua baland hai sarkar ya hussainHai do jaha'n ke malik o mukhtar ya hussainFarsh e hussainiyat ke ujalo ki khayr hoMaula..Maula tumhare chahne walo ki khayr hoAye badshah e karbalaqubool kijiye duaSalamat rahe ye azadari, salamat rahe ye azadar..(2)1. Ishq tera sab se juda, zinda rahe naam teraAba abdillah ya..Aba abdillah ya..Aba abdillahHai kareem e karbala hussain..Haan..Tera ye ghum, hoga na kamaaj bhi dilo pe tera raaj haitu hai sakhi ibn e sakhihurr ko bakhsh na tera mizaaj haiaye badshah e karbala..qubool kijiye duaSalamat rahe ye azadari, salamat rahe ye azadar..(2)2. Wird e zaba'n hai ye sukhankarbobala mera watanAba abdillah ya..Aba abdillah ya..Aba abdillahZindabad arz e karbalaHaan..Tujhsa haseen koi nahinoori qafele rawa dawa'n rahesue haram jaaye jo humsayyeda ke zere sayebaa'n raheaye badshah e karbala..qubool kijiye duaSalamat rahe ye azadari, salamat rahe ye azadar..(2)3. Bint e wali Ibn e Ali, Ya'ni hussain ibn e AliAba abdillah ya..Aba abdillah ya..Aba abdillahRabbi zidna hubba lil hussainHaan..nas aluhu, nazkuru kummarhaba hussain, marhaba hussainSalle alaa, salle alaatujhpe sad hazaar martaba hussainaye badshah e karbala..qubool kijiye duahussain hussain jaanhussain hussain jaanyabn az zahra hussainhussain hussain jaanhussain ya hussain, hussainhussain ya hussain, hussainhussain ya hussain, ya hussain ya hussainHussainiyo...hussainiyo meri awaaz se awaaz milakar ye kahoShah ast hussain..(2)Badshah ast hussain..(2)Dee'n ast hussainDee'n pana ast hussainsar daad na daaddast e dar dast e yazeedhaqqaq e bina e la ilah ast hussainhussain ya hussain, hussainhussain ya hussain, hussainhussain ya hussain, ya hussain ya hussain4. Haan..Bhoole nahi aaj bhi hum, dosh e nabi tere qadamAba abdillah ya..Aba abdillah ya..Aba abdillahDil ye tera ghar hai ya hussainHaan..Tujhpe fida arz o samaatu hi jism o jaan e kaynaat haishah e umam, teri qasammehwar e hayat teri zaat haiaye badshah e karbala..qubool kijiye duaSalamat rahe ye azadari, salamat rahe ye azadar..(2)Hussain walo..Aao, Aao ek ahad kareAao ek ahad kare..(2)apne maula se wafadar rahenge wallahmisle hurr sahib e qirdar rahenge wallahkuch bhi hojaene azadar rahenge wallahduniya soti rahe bedaar rahenge wallahmatam e shah ki tash'heer nahi chodengedaman e hazrat e shabbeer nahi chodengetumse waada ye raha, aye ghareeb e zahrajis tarha tumne hume yaad rakhahum bhi tumko nahi bhulenge sadaahussain ya hussain, hussainhussain ya hussain, hussainhussain ya hussain, ya hussain ya hussain5. Haan..Jisne tera naam liya, tune use thaam liyaAba abdillah ya..Aba abdillah ya..Aba abdillahYa man ismuhu dawaa hussainhaan..Ehle azaa ki hai duajo mareez hai unhe mile shifalauhe dilam par hai raqamjisko tu mila use khuda milaaye badshah e karbala..qubool kijiye duaSalamat rahe ye azadari, salamat rahe ye azadar..(2)Maula maula, maula maulaMaula sunle ye duaMaula sunle ye dua..(3)Yaa Hussain..Yaa HussainMaula...Mere maula tujhe khoon e ali asghar ki qasamakbar o qasim o abbas e dilawar ki qasamshaam ki raho mein zainab ke khule sar ki qasamhar tamache pe jo royi usi dukhtar ki qasamilteja karte hai ye, karo irfan e azaamatam e hazrat e shabbeer kabhi na ho qazaYa hussain

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.