Sallam nana ke roze[Chalaa me wada nibhaane] ×2Salaam ma ke mazaar[Sallam nana ke roze, Salam ma ke mazaar] ×2[Chalaa me waada nibhaane] ×2Sallam ma ke mazaaSallam nana.Me tera din bacha woonga,Ay mere nana,Me apna khoon bahaa woonga,Ay mere nana,[Husain ja ta hai marne] ×2Salaam ma ke mazaarsallam nanaMeri shari ke safar banke,Sath chal ama,Safar pe jaata hu kapre,Mere badal ama[Libaas khuld sajaa de] ×2Badan pe phir ek baarSallam nana.Dua karu koi sar be,Rida na ho ama,Namaaz Zohke shahadat,Kazaa na ho ama,[Na aye mere chaman pe] ×2sitam ki gardo gubaSallam nana.Diyaa jalane ko nana,Tumhare roze par,Zuroor ayegi sugra,Har ek sham-o-sahar,[khuda kare rahe roshan] ×2Sada tumhara mazaarSallam nanaTumhare jesaa hai nana,ye mera laal akber,Dua karo na lage isko,Asmaan ki nazar,(lute na door watan se)Hamare dil ka kararSallam nana..Tamam phool se bache hai,Aur garm hawaa,Hamare khoon ki pyaasi hai,Foje Zulmo jafaa[safar me koi shajar bhi] ×2nahi hai saaya adaasallam nana..Ha ek phool to esa hai,Jo khila bhi nahi,Na paye pani ko kar sakta,Wo gila bhi nahi,[Wo jiske dehne se aati] ×2Hai dood ki mehkarSallam nana.Meri sakina kaha aur,Rasan ke bandh kaha,Zamin garm pe chalna,Use pasand kaha,[Kadam wo phool se nazook] ×2wo raste purkharSallam nana..[Challa me waada nibhaane] ×2Sallam ma ke mazaa
Sallam nana ke roze
Nadeem Sarwar · 2000
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.