Azadari MediaAzadari MediaGet the app

salwat o salam aap pe

Miscellaneous · 2014

salwat-o-salam aap pe ya fatima zahrapurse ke liye aaye hai ya fatima zahraho laakh darood aap pe shehzadiye kaunaingham itne sahe aap ne ay madare hasnainmarkhad may bhi aada ne nahi lene diya chainazbaad mohammad rahe lab par tere bainaflaak bhi tharraye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....jab chand moharram ka nazar aata hai bibishabbir ka tab yaad safar aata hai bibiashoor ka manzar hame rulwata hai bibiujda jo nazar aap ka ghar aata hai bibihum nowhaquna aaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....ashoor ki wo subhe azane ali akbarchalte hue wo teer ibadar ka wo manzarqaime may pareshaan thi zainab teri dukhtaraur pyas se gehware may rota raha asgharhum bhool nahi paaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....zainab ke pisar aun-o-mohammed ki shahadatkhamoshi se zainab ne sahi thi wo qayamatna ashk bahaye na ki awaaz mere saddarya pe jo jaane ki na thi maa ki ijazatpyase hi palat aaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....ek ghatri may ek chand se qasim ka janazamaidan se jab qaimaye fargha misa aayasab behne buka karti thi dulhan ka tha nowhakab khoon ki mehndi se saja hai koi dulhasheh dard se tharraye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....kis tarha likhi jaaye alamdar ki ruqsatya fathima zehra nahi alfaaz may taaqatpyaso ke kaleje pe gira kohe musibatjaati rahi tab baazue shabbir ki quwwatjab mashqo alan laaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....laila ne sawara ali akbar ko ye kehkardin byah ke hai phir bhi sidharo mere dilbarsharminda mohammad se na ho jaaye ye madardam nade ali kar doon tere seene ke upargul sehre ke murjhaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....jab teero ki barsaat may ghar se gaye asgharmaa kehti thi pani isay de denge sitamgarmaloom na tha teer hai asghar ka muqaddartadpega abhi baap ke haaton pe ye dilbarsheh laasha utha laaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....jab gardane shabbir pe chalne laga khanjarkhud aap to maujood thi wahan binte payambarmaa kehke sada deta tha jab aap ko dilbarjannat se chale aaye thay jab dasht may haiderhum rone ko yahan aaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....ay kashif-o-rehaan pase shame gharibansaydaniya roti thi larazta tha bayabanjalte hue qaimo ka dhuan bar sare maidanek bachi ko sholo may sulagta hua daamandil dard se bhar aaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pesalwat-o-salam aap pe ya fatima zahrapurse ke liye aaye hai ya fatima zahraho laakh darood aap pe shehzadiye kaunaingham itne sahe aap ne ay madare hasnainmarkhad may bhi aada ne nahi lene diya chainazbaad mohammad rahe lab par tere bainaflaak bhi tharraye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....jab chand moharram ka nazar aata hai bibishabbir ka tab yaad safar aata hai bibiashoor ka manzar hame rulwata hai bibiujda jo nazar aap ka ghar aata hai bibihum nowhaquna aaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....ashoor ki wo subhe azane ali akbarchalte hue wo teer ibadar ka wo manzarqaime may pareshaan thi zainab teri dukhtaraur pyas se gehware may rota raha asgharhum bhool nahi paaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....zainab ke pisar aun-o-mohammed ki shahadatkhamoshi se zainab ne sahi thi wo qayamatna ashk bahaye na ki awaaz mere saddarya pe jo jaane ki na thi maa ki ijazatpyase hi palat aaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....ek ghatri may ek chand se qasim ka janazamaidan se jab qaimaye fargha misa aayasab behne buka karti thi dulhan ka tha nowhakab khoon ki mehndi se saja hai koi dulhasheh dard se tharraye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....kis tarha likhi jaaye alamdar ki ruqsatya fathima zehra nahi alfaaz may taaqatpyaso ke kaleje pe gira kohe musibatjaati rahi tab baazue shabbir ki quwwatjab mashqo alan laaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....laila ne sawara ali akbar ko ye kehkardin byah ke hai phir bhi sidharo mere dilbarsharminda mohammad se na ho jaaye ye madardam nade ali kar doon tere seene ke upargul sehre ke murjhaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....jab teero ki barsaat may ghar se gaye asgharmaa kehti thi pani isay de denge sitamgarmaloom na tha teer hai asghar ka muqaddartadpega abhi baap ke haaton pe ye dilbarsheh laasha utha laaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....jab gardane shabbir pe chalne laga khanjarkhud aap to maujood thi wahan binte payambarmaa kehke sada deta tha jab aap ko dilbarjannat se chale aaye thay jab dasht may haiderhum rone ko yahan aaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe....ay kashif-o-rehaan pase shame gharibansaydaniya roti thi larazta tha bayabanjalte hue qaimo ka dhuan bar sare maidanek bachi ko sholo may sulagta hua daamandil dard se bhar aaye hai ya fatima zahrasalwat-o-salam aap pe

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.