Aye sakhi babul hawaej, aye sakina ke chachazainab o kulsoom ki chadar haram ka aasraaye jaree tum fatema zehra ke dil ki ho dua..(2)bachho ki aas ho, tum to abbas ho..(2)pyaase bachho ke labo'n par hai nauha pyaas kasaqiya lata shay abal fazlil abbas..(3)1. Jo hai jaho hasham, uska rakho bharamkarti hai ye buka, bint e shah e umamaaya hoto'n pe dum, ye lo mashk o alam..(2)ye na ho pyaas se mar jaye pyaase be khatamere pyaare chacha... abal fazlil abbassaqiya lata shay abal fazlil abbas..(3)2. Sunlo aye bawafa, al-atash ki sadashiddat se pyaas ki jeena mushkil huakuze haatho mein hai, aur lab pe ilteja..(2)pani le aao isse pehle ke aaye qazamere pyaare chacha... abal fazlil abbassaqiya lata shay abal fazlil abbas..(3)3. Lashkar e ashqiya'n, ghere hai alqamateen din hogaye, paani nahi milaghar ko aaya nahi, maqtal ko jo gaya..(2)tum to khaibar kusha ke laal ho jao zaramere pyaare chacha... abal fazlil abbassaqiya lata shay abal fazlil abbas..(3)4. Sab hi din bhar gaye, sadme dekar gayezainab ke laadle, bhaiyya akbar gayesheh par hone fida auno jafar gaye..(2)tum hi ho paas tumse aas hai aye bawafamere pyaare chacha... abal fazlil abbassaqiya lata shay abal fazlil abbas..(3)5. Dekho sukhi zabaa'n aye meer e karwaa'ntumse bole nahi to phir jaaye kaha'nzulmat ki dhoop hai aur tum ho sayebaa'n..(2)tumto is dasht e bala mein ho sabka aasramere pyaare chacha... abal fazlil abbassaqiya lata shay abal fazlil abbas..(3)5. Sunke aaho buka, ghazi e bawafaleke mashk o alam, dariya ko chal diyasheh ne thami kamar, zainab ne ki dua..(2)mere mabood zindabad rahe ye sadasaqiya lata shay abal fazlil abbas..(3)6. Pohcha wo bawafa, wo cheeni alqamamashkiza bhar liya, khaimo ko chal diyachhid gayi teer se, mashk paani baha..(2)girte dekha jo alam sheh ne kiya marsiyasaqiya lata shay abal fazlil abbas..(3)7. Bazu karke fida, ghode se jab giragirte hi khaak par aaka ko di sadapohche shahe umam, laashe pe ki buka..(2)mujhko ek baar kaho bhai mere bawafasaqiya lata shay abal fazlil abbas..(3)8. Fizza ne di khabar, bibiyo'n peeto sartha jiska aasra sogaya nehr parpyaase ghash kha gaye, ro diye behrobar..(2)khaimo mein mazhar o irfan ye kohraam thasaqiya lata shay abal fazlil abbas..(3)Do laashe aise hai, khaimo mein nahi aayeek laasha sarwar ka, ek laasha ghaazi ka
Saqiya lata shay abal fazlil abbas
Irfan Haider · 2011
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.