yaa raaziya yaa marziya khairunnisa yaa umme abiiha 4sar apna dare fatema zahra pe jhukakarjo maangnaa hai maang jo karni hai dua kar1 is vird se khulte hai ataao ke dareeche....raaziya marziya fatema zahramil jaaega hasnain ka sadqa bhi yahi semaayus na ho aur naa muqaddar se gilaa karjo maangnaa hai maang jo karni hai dua kar2 aakar yaha jibreel bhi karta hai yahi baatraaziya marziya fatema zahrainki hi ijaazat se badalte hai dino raataangan mei sitaaro ne bataaya hai yeh aakarjo maangnaa hai maang jo karni hai dua kar3 is vird ko tasbih samajte hai abuzarraaziya marziya fatema zahramiqdad ho salman ho ammar yaa qambarpaigaam sunaate hai zamaane ko bataakarjo maangnaa hai maang jo karni hai dua kar4 rehtaa hai hamaawaqt farishton ka wazeefaraaziya marziya fatema zahrakhushnudiye maabood kaa bus hai yeh tareekaquran ke alfaaz batate hai sunakarjo maangnaa hai maang jo karni hai dua kar5 in lafzon se bahlol ne paaye hai khazaaneraaziya marziya fatema zahrais ghar ke bade naaz uthaaye hai khuda nebahlol ki tarha isi dehleez pe aakarjo maangnaa hai maang jo karni hai dua kar6 yeh naam wazeefa hai waseela hai ataa hairaaziya marziya fatema zahrayeh naam toh insaan k har gham ki dawaa haiis naam ki hurmat ko zara dil me basaa karjo maangnaa hai maang jo karni hai dua kar7 haa mazharo irfaan kaa imaan yahi hairaaziya marziya fatema zahrais aalame islaam se ailaan yahi haitanhaayi me jab apne gunaaho ko ginaa karjo maangnaa hai maang jo karni hai dua karyaa raaziya yaa marziya khairunnisa yaa umme abiiha 4
Sar apna dare fatema zehra pe jukakar
Irfan Haider · 2007
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.