sarallah..(12)sarallah khooney khudaya husain ya husainae dile mustafaya husain ya husaintareef e ambiyaya husain ya husain1. ae jaane dile madar husaina..(2)ae bekaso beyawar husaina..(2)tashnaye alqamaya husain ya husain2. ye zulm o sitam ye zoro jafa..(2)ye behta lahu bejurmo khatahar zamee karbalaya husain ya husain3. kya humko daraega ye jahan..(2)ye teero jawa ye arzo sama..(2)sab hai tujhpar fidaya husain ya husain4. Ye farshe aza ye aaho buka..(2)matam ki sada zahra ki dua..(2)zikr hai ek bapaya husain ya husain5. wo bali sakina aur wo pyaas..(2)wo bazu qalam wo hasrat o yaas..(2)hauz ye tha bapaya husain ya husain6. akbar neem jaan ye jalti zameen..(2)dil thaam ke baithe hai shahedeen..(2)khaimo me hai bukaya husain ya husain7. wo tauq e gera wo zainul eba..(2)wo aale nabi wo qaid e bala..(2)zainab e beridaya husain ya husain8. ye nauha zafar maula ki ataa..(2)safdar ke dilo jaa ki hai sadaa..(2)khoon e dil se likhaya husain ya husainsarallah khooney khudaya husain ya husainae dile mustafaya husain ya husain
Sarallah Khooney khuda
Ali Safdar · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.