Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Shaah Ne AliAsgar Ko Jab Dafn Kia Hoga

Shadman Raza · 2015

Haaaayyee abbas kya sunoge …..Mere dard ki khabar…. aya hu mai sakina ko behosh chodd kar….abbas yaad hoga madine se wo safar… aur fehrist roye the tum  jiske naam par….aur wo hurmula ke teer se bejaan ho gaya, jule se aake dasht me bhi asgar bhi so gayaShaah Ne aliasgar ko jab dafn kia hoga (3)Abbas ka laasha to hai(2)Ut ut ke gira hogaShaane aliasgar ko jab dafn kia hogaShaane aliasgar ko jab dafn kia hogaAise hi to sar katke neze pe nahi jata (2)Qaatil me ziba bacha hai (2)Khud zibha kia hogaShaah Ne aliasgar ko jab dafn kia hogaShaah Ne aliasgar ko jab dafn kia hogaSar kat ke zaalim ne jis waqt uchala tha (2)Zehra ka kaleja ka to (2)Mitti pe gira hogaShaah ne  aliasgar ko jab dafn kia hogaShaah ne  aliasgar ko jab dafn kia hogaNeze pe jo bacha tha au root pe madar thi(2)Dil godd me lene ko hai (2)Bechain raha hogaShaah ne aliasgar ko jab dafn kia hogaShaah ne aliasgar ko jab dafn kia hogaLo qatla ke baad asgar akbar se bada nikla (2)Chota sa kaleja tha haaye (2)Neza to bada hogaShaah ne aliasgar ko jab dafn kia hogaShaah ne aliasgar ko jab dafn kia hogaJo jula julati thi wo chumti jaati thi (2)Ek saal sakina ne haaye (2)Bosa na diya hogaShaah ne aliasgar ko jab dafn kia hogaShaah ne aliasgar ko jab dafn kia hogaKyu kabr ki taariki gham khaye murawwat ko (2)Nauha ali asgar ka haaye (2)Markad me padha hogaShaah ne aliasgar ko jab dafn kia hogaShaah ne aliasgar ko jab dafn kia hogaShaah ne aliasgar ko jab dafn kia hoga

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.