Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Shaam Ki Qaid

Hashmi Sisters · 2013

Shaam ki qaid nibha aaayi hoonDay kay betay main tera deen bachaa aayi hoon ... Shaam ki qaidSar uthaaey na kabhi nasl e yazeedi (LA) nanaIs lieay Shaam mein sar nangey para hai jaanaSaffe hasti say mein baatil ko mitta aai hoonShaam walon nay mera Shaam mein woh haal kiyaSang barsaakay meray kapron ka rang laal kiyaBe haya logon mein main khutbey sunna aai hoonDekho Nana main teri laadli zainab muztarTeri ummat nay giraey meray sar pay patharKaisay kaisay jaan pay zulm uthaa aai hoonMeray Akbar kay kaleyjay mein laggi hai barchiTeeyr say pyaas bujhaai hai Ali Asghar kiApna sab kuch main to karbal mein lutta aai hoonMeri chaadar na rahi raaj dulaaray na bachaySab hi maaray hain gaaey Bhai piyaaray na bachayZakhm gehray apnay ceenay pay main khaa aai hoonNoha AKHTAR nay likha HASHIMI BEHNO nay parhaSun kay pursa dukkhi Zainab nay yeh kaha hogaGhar tumharey lieay jannat mein banaa aai hoonShaam ki qaid nibha aaayi hoon

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.