Haae ali akbar x4Shabeeh e payambar akbarZibaah ba maidaan x21.Ye sibt e payambar ki laila ki kamaayi hai x2Kya maadar e akbar ne takdeer ye paayi hai x2Khaymo me bapa matam, x2Ai mere jawa akbarZibaah ba maidaan2.wo naazo ka paala hai atthaara baras waalaa x2Zainab ka dulara hai atthara baras waalaa x2Khaimo me bapa matam x2Ai mere jawan akbarZibaah ba maidaan3.Socha bhi na tha maa ne ye din kabhi aaega x2Marne k liye akbar maidaaan me jaaega x2Khaimo me bapa matam x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan4.Khaaega kaleje par jis waqt sina akbar x2Ye teri khabar sunke mar jaaegi maa akbar x2Khai mo me bapa matam x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan5.Jaata hai jo maqtal me wapas wo nahi aata x2Taqdeer dikhaaye na akbar ka kahi laasha x2Khaymo me bapa matam x2Ai mere jawan akbar Zibaah ba maidaan6.Akbar teri shaadi ka armaan tha khwahar ko x2Poshaakh shaahani wo pehnaaye baradar ko x2Khaimo me bapa matam x2Ai mere jawan akbar, Zibaah ba maidaan*7.Teere hai nakaahat hai aur sibt e payambar hai x2Farzand ki mayyat hai aur sibt e payambr hai x2Khaymo me bapa matam x2Ai mere jawan akbr Zibaah ba maidaan8.Phir kaun bachaega karti thi buka madar x2Cheenenge laeen aake jab sar se mere chaadar x2Khaymo me bapa matam x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan9.Akbar ne dam e rukhsat jeene ki duaaen lee x2Aur kaapte haatho se zainab ne balaaye lee x2khaymo me bapa matam x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan10.Beta na kisi ka yoo mar jaae jawaani me x2Matam ki sadaaye hai darya ki rawaani me x2khaymo me bapa matam x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan11.zehra ki inayat hai padhta hai naqi nauha x2Ham shakl e payambr ka shabbir ko hai pursa x2Khaymo me bapa matam x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan12.miljaaye jo akbar ki tehreer mujhe mehshar x2Din raat padhu nauha ye khaakh pe sar rakhkar x2Khaymo me bapa matam x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan
Shabihe payambar akbar
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.