Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Shahzada e ali akbar

Farhan · 2023

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
HaayDin ro ke guzarta haiaur raat bhi matam meinjazbaat likhe saresughra ne tere ghum meinkhat aaya hai sughra kakarti hai behan nohakhat aaya hai sughra kakarti hai behan nohahaan tere liye bhaiyyaghar ho gaya weera'nShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaanShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaan=================================1. Is ghar mein umeedo kejalte hain diye bhaiyya..(2)kyun karbobala jaketum bhool ge waada..(2)ghar lout ke ajaoab aur na tadpaosughra pe taras khaomai tum pe hun qurba'nShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaanShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaan=================================2. Behno ka sahara tohote hain sada bhai..(2)behno ki nigaho meinrehte hain sada bhai..(2)aankho mein tera chahraphirta hai mere bhaiyyakhaali hai tera hujrabehna hai paresha'nShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaanShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaan=================================3. Yeh socha tha sughra nedulhan teri laungi..(2)mai neg bhi mangungimehandi bhi lagaungi..(2)tu lout ke na aayadil toot gaya meraphir khaak hue bhaiyyais dil ke sab armaa'nShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaanShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaan=================================4. Ek saal huwa bhaiyyachehra na tera dekha..(2)is baat pe roti hoonsehra na tera dekha..(2)duhan jo kabhi lanamujhko bhi bula lenatum bhool nahi janarakh lena mera maanShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaanShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaan=================================5. kaano mein mere aayiawaz e azaa'n akbar..(2)mein rote hue pohchitab nana ke roze per..(2)karbal se hawa aayiyeh sath khabar laeeakbar ne sinaa khayihai bar sare maidaanShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaanShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaan=================================6. Maqtal mein shah e walabas khaak udate the..(2)khat fatima sughra kaakbar ko sunate the..(2)yeh waqeya jab likhalafzo ne kiya giryabas khatm huwa nohaay mazhar o farhanShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaanShahzada e ali akbarShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaanShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaanShahzada e ali akbarSughra ke dil o jaan

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.