Shah qasim jaanam..(8) Ya qasim jaanDulha qasim, qasim..(2) shaah qasim..(2)shahzada e qasim jaanam, ae nawjawanamkhush aamdeed ba maidan e karbala qasimshah qasim janam1. Kamar me patka sajakar wo maahtaab chala, shah qasimsawale bay'ate fasiq ka ek jawaab chala, shah qasimhasan ka laal misaale abu turaab chalato karbala bhi, adab se bolikhush aamdeed...2. Khayam e shaah se wo shane kirdigaar chala, shah qasimhusaini fauj ka mu bolta wiqaar chalaajal bikherta maqtal me raahwaar chalafida tumhare, nabi hai saarekhush aamdeed..3. Rajaz labo'n pe sajai ba rasme islami, shah qasimAbu turaab ka beta hu kaisi nakaamikahan chupa hai wo badkaar arzaq e shaamijo dekhe tewar, to bole haiderkhush aamdeed..4. Jo khainchi ghaiz me aakar husaam qasim ne, shah qasimudoo se pucha bataa aur naam qasim nekiya laeeno ka jeena haram qasim newafa pukari, qaza pukarikhush aamdeed...5. Wigha ko arzaq e shaami ke do pisar aaye, shah qasimzara si der mein ghode se khaak par aayezamee'n pe laashe hawao'n me sar nazar aayeparo'n ko tole, farishte bolekhush aamdeed...6. Jo aaya arzaq e shaami sambhale qalbo jigar, shah qasimhasan ka laal badha qehre kibriya bankarbadan ko bhi na khabar thi ke kab hua besarfaza me naara, hasan ka goonjaKhush aamdeed..7. Ghira laeeno'n me nagaah gul badan qasim, shah qasimsumo se ghodo'n ke uljha wo khasta tan qasimbikhar gaya kai tukdo me be watan qasimzameen royi, ye roke bolikhush aamdeed...8. Husain dasht me pohche the marsiya padhte, shah qasimebaa zamee'n pe bichakar utha liye tukdeebaa ko dosh pe rakha ye bayn karte huwemai roya dilbar, ye baat keh karkhush aamdeed...9. Yahi pe mazhar o irfan khatm hai nauha, shah qasimbikhar gaya sare maqtal wo qasim e naushaahradeef bangaya qirtaas par yahi misrashah qasim jaanam, ae nawjawanamkhush aamdeed wa maidan e karbala qasimshahzada e qasim jaanam, ae nawjawanamkhush aamdeed wa maidan e karbala qasimshah qasim janam..(6)
Shehzada e qasim janam
Irfan Haider · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.