Shikasta Pehlu Hai Mera Shikasta Dil Hai Aye BabaTere Mimber pe, Bete ka Mere, Qatil Hai Aye BabaJo Padhte the, tera Kalma Jo tere, Gird Rehte TheUnhi Ashaab ne badle, hai apne, is qadar ChehreTeri Tehreer ko, Kehte Haiñ Ke, Batil Hai Aye BabaBhare Darbaa,r me usne Gawahi, Meri Jhutla DiWoh kehta hai koi miraa,s nabiyon, ki nahin hoti Usse Lagta hai ke, Zahra Teri, Ghafil Hai Aye BabaTere Deeñ ko, Tere Paighaam ko Te,ri Hidayat Ko Mitane ke Liye Duniya, se Haider, ki Wilayat KoSahaba ki Mad,ine me Saji, Mehfil Hai Aye BabaJalane ko, Mera Darr Aur Ali Ko, Qaid Karne me Gira ke Darr mere pehlu, pe aur usspar, Guzarne MeHarr Ek Afraad, Tere Shaher Ka, Shamil Hai Aye BabaJo Dekhoge, meri halat toh tum aan,su BahaogeMeri Surat ko tum Baba, Nahin Peh,chaan Paoge Tamache ke Nishaañ, Rukh par Mere, Hasil Hai Aye BabaShikasta Ho,gaya Pehlu Sufaidi, Aayi Baaloñ meinZaeefa Hogyi Zahra, Teri a,tthara Saaloñ meinYun Lagta Hai ke ab, turbat meri, Manzil Hai Aye BabaQaza Nazdee,k Aati Hai Raza Meh,soos Hota Hai Sakina Ka Khayal aata, hai Dil Ma,yoos Hota HaiPadar ke baad toh, Jeena Bada, Mushkil hai Aye Baba
Shikasta Pehlu Hai Mera
Ali Zeeshan · 1447
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.