Saiyyada - 2Abad wallah ya zahra ma ninsa hussaina - 2Matami mujko banaya Apne mazloom kaShukriya Ya Fatima(a.s)Meri Matti Main Bhi Rakh di (2)Apny Khaak-e-shifa, Shukria Ya Fatima(a.s)Matami muj ko banaya Apny mazloom kaShukriya Ya Fatima(a.s)Matami mujko banaya apne mazloom kaShukriya Ya Fatima(a.s)Jab Bichaya Farsh-e-matam hazrate shabbir(a.s) kaPursa lene Qabr say aayi mery ghar Fatima(a.s)Yeh mera kaccha makan bhi rashqe jannat ho gayaShukriya Ya Fatima(a.s)Matami mujko banaya apne mazloom kaShukriya Ya Fatima(a.s)Dil Bhatakta tha mera duniya ke gham main darbadarAap ne kar ke meri kotahiyo ko darguzarbakshvane ke liye Karbobala bulwa leyaShukriya Ya Fatima(a.s)Matami mujko banaya apne mazloom kaShukriya Ya Fatima(a.s)Zulm ka ayvaan khutbo se giraya apnyhaq miley ya na miley sir na jukaya apnynusrate mazloom ka humko dekhaya raastaShukriya Ya Fatima(a.s)Matami mujko banaya Apny mazloom kaShukriya Ya Fatima(a.s)Haye ali mola ali haye ali mola aliJab bandi gardan main rasi shahe khabargir ke - 2Apne waali ko bachaya zalimo se apneHashr tak haider ke lab per hai tabhi ye marsiyaShukriya Ya Fatima(a.s)Matami mujko banaya Apne mazloom kaShukriya Ya Fatima(a.s)Ehterame Fatima (a.s) ka ya mila usko silaUska qad bhi Anbiya sy ek lamhay main badhaRukh baqaiya ki taraf karke ye di hur ne sadaShukriya Ya Fatima(a.s)Matami mujko banaya Apne mazloom kaShukriya Ya Fatima(a.s)Jaake balwe me bachaya ismate shabbir koTarbiyat yu aapne di zainabe dilgeer koMeri behno ko bhi parde ka saliqa aa gayaShukriya Ya Fatima(a.s)Matami mujko banaya Apne mazloom kaShukriya Ya Fatima(a.s)Jab suni maa ne madine me ye zainab se khabarHogaye shabbir pe qurbaan uske sab pisarKehke ye ummul baneen ne shukr ka sajda kiyaShukriya Ya Fatima(a.s)Matami mujko banaya Apne mazloom kaShukriya Ya Fatima(a.s)Haayee...Dekhte hai ek hasrat se teri tuti lahad -2Aur bhala darwaish kya hogi kareemi ki sanadTune har ek matami ka dil baqaiyya kar diyaShukriya Ya Fatima(a.s)Matami mujko banaya Apne mazloom kaShukriya Ya Fatima(a.s)
Shukriya ya Fatima(sa)
Shahid Baltistani · 2022
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.