Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sitamgaro ne giraya mazar zehra ka

Ghazi Abbas · 2016

Sitamgaroo ne giraya Mazar zehra ka (2)Lahad Mai hoogaya Dil beqarar zehra kaZamana hogaya phir soog waar zehra ka1) Gham Mai batool Mai phir kaayenatDoob gaieFalak udaas huwa ruk gaie zami tadpi : 2Ek zarra huwa gham guzaar zehra kaSitamgaroo ne giraya Mazar zehra ka (2)2) Lahad rasool ki tadpi laaraz outha kaabaUdasi chagaie kaap uthti marqade  moula  (2)Aaado ne cheen liya jab qarar zehra kaSitamgaroo ne giraya Mazar zehra ka (2)3) Aado ne dhaya sitam jab talak Rahi zindaangiraya phelu aye aqadaq pa jal ta darwaza (2)Laahad Mai kardiya Dil taar taar zehra kaSitamgaroo ne giraya Mazar zehra ka (2)4) Wo roo na subbatalaie ya masaabun kehkaarRoolaye ke khoon hammai deraha Hai iski qabaar (2)Haazaar gham ne  Kiya Tha hisaar zehra kaSitamgaroo ne giraya Mazar zehra ka (2)5) Hassan tadp ne laagey phir seekhoon rooaye HussainLahad Mai zainabo kulsum hogaye baichaan (2)Zamii pa toota ke bikhra Mazar zehra kaSitamgaroo ne giraya Mazar zehra ka6) Maazare fatema zahid Jo toote kar bikhraTadpke rehgaiee ghazi zameene karbobalaKhuda ka Ghar bhi huwa soog waar zehra kaSitamgaroo ne giraya Mazar zehra ka (4)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.