Azadari MediaAzadari Media

Siyaah Kapde Jo Pahen Pahen Kar

Arbaz Ali Bilgrami · Poet: Mumtaz Muzaffarnagari · 1446

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Siyaah kapde Pahen kar Jo Shah ki Majlis me aa rahen hainWo zakhme Zainab ka banke marham duae Zehra ki pa rahen hainSiyaah Kapde.........1.Hussain ka gham manane walon jaha bhi honge shafiye mehsharIsi liye to Hussain Wale Hussain ka gham mana rahen hainSiyaah Kapde.........2.Ye marsiya khawan ye soz khwan hain ye noha gar hai ye Sina zan haiYe aag par kar rahen hain matam Alam wo ro kar utha rahe hainSiyaah Kapde.........3.Utha ke kandho pe taziye ko pila ke pyaso ko thanda paniYazeed ko kae rahen hain qatil Hussain ko haq bata rahen hainSiyaah kapde...........4.Hussain ka gham to aesa gham hai ke jisme pathar bhi khoon royeTo fir batao kaha hai bidat ke ham jo ansu baha rahe hainSiyaah Kapde.........5.Husaain ne apna sar kata kar bachaya hai Deen isi liye toHussain ke sar pa ham hussaini saro ko apne jhuka rahen hainSiyaah Kapde.........6.Hussainiyo ke ye gham ka manzar bayan ho Mumtaz se ye kaeseKaram ye mola Hussain ka hai jo aese ashaar aa rahen hainSiyaah Kapde.........Social Media:-

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.