Ya hussain, Ya hussain..(2)Ya ayyatu hal nafsil mutmainnahirji'ee ilaa rabbika raziyatam marziyyahSubhana rabbiyal aalaSubhana rabbiyal aalaSubhana rabbiyal aala..(10)Khanjar tale hussain ye..(2)dete rahe sadaa..Subhana rabbiyal aala ..(3)Subhana rabbiyal aala ..(3)1. Asghar ko tere naam par qurban kar diyagadhdi mein tere waaste, qasim utha liyamaine teri azaan par..(2)akbar kiya fidaSubhana rabbiyal aalaSubhana rabbiyal aala ..(3)2. Jis dum hussain zeen se utre zameen parzakhmo se choor choor the, sibt e nabi magarpyaase labo pe jaari thi,tasbeeh e kibriyaSubhana rabbiyal aalaSubhana rabbiyal aala ..(3)Subhana rabbiyal aala ..(3)3. Kehta hai apne dil mein woh, parwardigar sekya ye kabhi hamari sakina ke waasteab seene par sawaar hai..(2)qatil agar to kyaSubhana rabbiyal aalaSubhana rabbiyal aala ..(3)4. Baazu tadap rahe the, kisi ke labe faraathaste hue jo khooli ne, mujhpar uthaya haathlekin labe hussain parjaari rahi sadaaSubhana rabbiyal aalaSubhana rabbiyal aala ..(3)Subhana rabbiyal aala ..(3)5. Pyaasa ho zibha dasht mein aur dekhein bibiya'nmanzoor ye tujhe hai agar rabbe do jahaa'nraazi teri reza pe haizahra ka laadlaSubhana rabbiyal aalaSubhana rabbiyal aala ..(3)6. Dete nahi ye paani jo zahra ke chayn kokya dukh hai tune bakhsha hai kausar hussain kosola peher ki pyaas kashikwa nahi zaraSubhana rabbiyal aalaSubhana rabbiyal aala ..(3)Subhana rabbiyal aala ..(3)7. Tukde mere misaal e alif laam meem holut jaye mera ghar, mere bacche yateem hohar haal mein kahega..(2)nawasa rasool kaSubhana rabbiyal aalaSubhana rabbiyal aala ..(3)8. Nana bhi aaye hai mere, baba bhi aaye haimadar ko meri bhai, hasan saath laye haisad shukr surkh roo mai..(2)buzurgo se hogayaSubhana rabbiyal aalaSubhana rabbiyal aala ..(3)Subhana rabbiyal aala ..(3)9. Sheh par chali jo zarb, takallum wo aakhrikat ti hui rago'n ki, musalsal sadaa ye thimaine jo tujhse waadakiya tha nibha diyaSubhana rabbiyal aala..Subhana rabbiyal aala..(2)
Subhana Rabbi Al Aala
Mir Hasan Mir · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.