Mere Baba jaan (4)Mere pyare Baba Mere pyare BabaSugra Ko akele chord k na JaanaMere pyare Baba Mere pyare Baba1) Tumhare bin mere aye Baba, koi bhi aasra nahi haiTumhare bin rahu Akeli, ye mujhme hausla nahi haiDurr yu'n na hone, ka karo bahana2) Ghame Judaai ka Mai Alam, batau'n tumko kaise BabaLaga hai zakhm dil pe mere, dikhaun tumko kaise BabaBaba apni beti, Ko na tum bhulana3) Karungi Mai duae'n Dilse, ba khariyat Safar ki BabaKoi na hogi tumko ezza, Tumhari beti ka hai WaadaMehmilon me mujhko, tum nahi bithana4) Safar me hai mera ye Waada, Paresha'n Mai nahi karungiTamam kunbe ka aye Baba, khayaal Dil se Mai rakhungiTum jagah kanizo'n, me mujhe dilana5) Chalungi saath gar tumhare, rahega paas mere AsgherKhilaungi gale lagakar, Jo royega mera baradarGardisho se mere, bhai Ko bachana6) Duae'n Karti hu Mai Baba, Rahe Amaa khuda ki tumparHai aaj kaisa waqt mujhpar, Na waqt aaye ye kisi par
Sughra ko akele chod ke na jana
Afroz · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.