Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sukoon yani Hussain (a.s)

Mir Hasan Mir · 2026

husain husain – 4sukoon yaani husain – 4makki huemakki hue jo mere dil mein meherbani husainsukoon yaani husain - 4jab aayi teesri shaban muskurane lage - 2ye aansu jaante hain teri qadr daani husainsukoon yaani husain - 4haan tera bhi dost ho, tere adu ka dost bhi ho - 2are tera habeeb nahin hota darmiyaani husainsukoon yaani husain - 4hayaat hilm haqeeqat hadees haq hujjat - 2hai tere naam ki 'he' (ح) me ajab ma'ani husainsukoon yaani husain - 4bacha le jaan meri deene mustafa ne kaha - 2aye shahzadi sakina ke baba jaan husainsukoon yaani husain - 4husain kehte hain jhuk jhuk ke shukriya zainab - 2rasool kehte hain jab teri meherbani husainsukoon yaani husain - 4hai muntazir dar-e-ghaibat ko khol de maalik - 2are humein bhi teesri shaban hai manani husainsukoon yaani husain - 4ye dekh dekh ke chakkar ajal ko aate hain - 2kafan mein karta hai taqseem zindagani husainsukoon yaani husain - 4haan baghair la'an tumhare har ek qaatil par - 2gale se mere utarta nahin hai paani husainsukoon yaani husain - 4zara si de der hai shaban ki chaar chadhne do - 2zameen ka rang hi kar denge aasmaani husainsukoon yaani husain - 4haan unhein julooson mein maa-baap leke aate hain - 2are tumhare maanne wale hain khandaani husainsukoon yaani husain - 4wo chahe mir takallum ho chahe mir hasan - 2tumhare naam hai dono ki zindagani husainsukoon yaani husain - 4

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.