Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sultaan an Nassira

Shadman Raza · 2010

Sultaan an NassiraYa Ali Ya Ali Ya AliYe wassila wo hai jisko nahi rad karta hai x2Ya Ali kehte hi Allah madad karta haiSultaan an Nassira Ali Ali Ya Ali x3Ai mere Maula mere pehle Imaam Ali AliTumpe hazaron ho durud o salaam Ali AliTeri sanaa karta hun main subho shamhai teri khidmat me ye tera ghulaamArsh talaq phul ki khushbuh gayibus yehi kehti hai tchaman ki kaliSultaan an Nassira Ali Ali Ya Ali x2Tou hai Hussein ibne Ali ka pedar Ali AliHai Hassan e Mujtaba tera Pissar Ali AliAisa hai Abbas tera Shere narij janta teri tarah har hounarTegh jo maidaan me ouski tchaliBus yehi har samt sadaa ghunjh outhiSultaan an Nassira Ali Ali Ya Ali x2Tujko sabhi kehte hain Mushkil Kusha Ali AliRudda kusha kehte hain Khairul Wara Ali AliSakht se bhi sakht huwa maar kaFath na Khaibar jo kissi se huwaBus ye sadaa deta tha mera NabiJald tchale aao Khuda ke waliSultaan an Nassira Ali Ali Ya Ali x2Jino inso malako hour ka masjouud AliQibla e ehle wila Qaba e maqsood AliMazhare noor e Khuda qudrat e Mabood AliAnkh jab hone lagi bandh to maujood AliZeest ke shehr me daakhil huwe marnaa kaisa x2Jab hai baaleef-e-Ali maut se darna kaisaSultaan an Nassira Ali Ali Ya Ali x2Kuch inhe inke maraatib se sivah kehte hainKay nazar hai woh nussehri jo Khuda kehte hainYeh Wassila woh hai jiss ko nahi rad karta haiYa Ali kehte hi Allah madad karta haiSultaan an Nassira Ali Ali Ya Ali x2Jisko Khuda ne ye diya martabaa Ali AliJisko sahaabaa ne bhi Maula kahaaJisko Wali kehti hai wahye Khudaaal par ouski huwi kya kya jafaaKarbobala me gayi aale NabiDasht me har samt sadaa ghunj outhiSultaan an Nassira Ali Ali Ya Ali x2Sheh jab outhaane lague laashe javaanMann ki dil e Sheh pe ghiri bijliyaanZauf ke aalam me padar do fughaLaash outhaane lague Shaahe zamanSouu e Najaf dekh ke bole yehiAyi ye imdaad ko Baba AliSultaan an Nassira Ali Ali Ya Ali x2Shaame ghariban jo ayaan ho gayiMasnade sarkaar e do aalam jaliZainab o Qulsoom ki haalat ye thiSar pe na maqna tha na tchaadar rahiPehr pe Ghaazi ki behen aa gayiRoke ye kehti rahi Binte AliSultaan an Nassira Ali Ali Ya Ali x2Beti jo deti thi Padar ko sadaaDekha ke ek naaqa sawaar aa gayaRukse naqaabat me oulath kar kahaBeti na ro aa gaya baba teraBaba ke tab sineh se Zainab laguiAur lipath kar yehi kehti rahiSultaan an Nassira Ali Ali Ya Ali x2Sab ko sunado yehi Maajid bayanTum bhi yehi nawha paro ShadmanLuth gaya jab fatéma ka gul sitaHur ko baraabar hai bahanr aur khizaChahé khushi ho ké mussibat koyiHum to sadaa kehté rahengué yehiSultaan an Nassira Ali Ali Ya Ali x2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.