Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sultan e Karbala

Irfan Haider · 2020

Hussain.. Hussain.. Hussain.. Hussain..Sabeel, rizq, tabarruk, niyaz ki sooratHussain baat raha hai khuda ke bando koHussain...Hussain hussain HussainYa habibi, Ya Hussain..(2)Roohi lakal fidaHussain! Hussain!Sultan e KarbalaHussain! Hussain!Bunyaad e la ilaahEyes will cry for you, time will pass and you remainIn the heart of voice keeps calling at O HussainAl hamd teri shaan mein aayi hai ya Hussainkabze mein tere saari khudayi hai ya HussainAye jaan e Mustafa, Farzand e Fatimasubhe dahum se hai awaaz e karbalamaqrooz hai tera, har banda e khudaHussain! Hussain!Sultan e KarbalaHussain! Hussain!Bunyaad e la ilaahTune zamee'n kharidi jo akbar ke naam parjageer hai wo teri shehenshah e behrobarAye jaan e Mustafa, Farzand e Fatimaek samt tera darr, ek samt bawafatune bana diye, do qible ek jagahHussain! Hussain!Sultan e KarbalaHussain! Hussain!Bunyaad e la ilaahHar saal arba'een pe dekha hai ye samaaaake karodo log jhukate hai sar yaha'nAye jaan e Mustafa, Farzand e Fatimasab pursa daar hai, hum aur ambiyaaaate hai sab yaha'n dete hue sadaaHussain! Hussain!Sultan e KarbalaHussain! Hussain!Bunyaad e la ilaahTeri sakhawato ki hai ye bhi to ek daleelkhud pyaasa qatl hoke hume baksh di sabeelAye jaan e Mustafa, Farzand e Fatimapyaasa nahi yaha'n, za'er koi terakya hai ye mojiza?, ya hai karam tera?Hussain! Hussain!Sultan e KarbalaHussain! Hussain!Bunyaad e la ilaahAye khoon e Kibriya, dar dasht e karbalatu fat-ha paa gaya, jab hurr ne keh diyaHussain! Hussain!Sultan e KarbalaHussain! Hussain!Bunyaad e la ilaahJiski rago mein aatish e badr o Hunain haitere siwa wo kaun shahe mashreqayn haiAye jaan e Mustafa, Farzand e FatimaAshoor dekh kar, sabit ye hogayadar asl hai tuhi, bunyaad e la ilaahHussain! Hussain!Sultan e KarbalaHussain! Hussain!Bunyaad e la ilaahAye shahe karbobala, ho tera matam sadaabus yehi armaan hai, Mazhar o Irfan kaAs salam aye ghareeb ul watan as salam..(2)Rukhsar jo lahu mein huwe tar, unhe salamjo bibiya thi ban mein khule sar, unhe salamnaizo pe jo sajaye gaye sar, unhe salambarsaye jinpe logo ne patthar, unhe salamAs salam aye ghareeb ul watan as salam..(3)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.