husainiyo(6)zamane waalo adab se inhe salaam karo..(2)tabarukat e hussaini ka ehteraam karo..(2)1. Ye zuljanah yeh taboot ye shabih-e-alamamanate hai ye zainab ke sab khuda ki kasaminhe sambhal ke rakho na honay do barhamwagarna mehdiye dauraan ko kya bataengay humbohot he jald ho parda uthanay waala haiamanate hai ye jiski woh aany waala haitabarukat e hussaini ka ehteraam karo..(2)2. Jo hum juloos me taboot leke aate haizamanay waalo ko shabbiriyat sikhate haibani asad ke qabeele ke had badate haishaheed imam ka taboot yu uthate hai.jise maraz hai aqeede ka theek hojaejo karbala me nahi tha shareekh hojaetabarukat e hussaini ka ehteraam karo..(2)3. Jo keh rahe hai tabarruk ghata diya jayeunhe hamara aqeeda suna diya jayejo hai woh naam pe sheh ke luta diya jayesamajh na aaye to yeh mashwara diya jayejo be jawaaz hai..(2) un khwahisho ko kam kardoniyaaz ko nahi aasaisho ko kam kardotabarukat e hussaini ka ehteraam karo..(2)4. Sanad hai naaqa-e-saleh ka mo'tabar honaagar naseeb hoo hujjat ka humsafar honasharaf ko kam nahi karta hai jaanwar honaso zuljanah se munkir ye soch kar honahar ek lehaaz se tazeem ke ye kaabil hai.ke iska khoon bhi khaake shifa me shaamil haitabarukat e hussaini ka ehteraam karo..(2)5. Hussainiyat ke nazar me hussainiyaat alamnabi ke haath se aaya haath o haath alamhai nasb chauda 14 sadi se labe furaat alamaur ab imam jo laenge apne saath alammuqassiro ka kaleja jalaya jaegajab isko kaabe ki chat par sajaya jaegatabarukat e hussaini ka ehteraam karo..(2)6. Har ek gham ka madawa sagheer ka jhulahayaat baatne waala sagheer ka jhulakuch isliye bhi hai aala sagheer ka jhulake hai hussain ka jhula sagheer ka jhulakiya na radd kabhi koi sawali jhule nehazaaro jholiya bhardi hai khali jhuke netabarukat e hussaini ka ehteraam karo..(2)7. Jahaa jahaan bhi azaa-e-hussain chalti gaiwahaa wahaa ki saqafat me khud bhi dhalti gaikisi ne karbala manzar kashi se zinda rakhikisi ne dappe azaa ki kahi saji mehndiqabeeley ishq ke..(2) manzil ki samt chalte rahehussain ek raha qaafile badalte rahetabarukat e hussaini ka ehteraam karo..(2)8. "takallum" itna hai aali makaam farsh-e-azaahai jaanamaaz-e-azaa-e-imam farsh-e-azaaali ki beti ka hai inteqaam farsh-e-azaakiya hai tune rasoolo ka kaam farsh-e-azaayadeediyat me zamane simat gaye hotena bichta tu too musalle lipat gaye hote"sunaa makaam-e-sha'ayar to yeh bhi baat sunosamajh ke rasm faqat inko mat sajaya karotabarrukaat uthaao magar wuzoo karlohalaal maal hi inpar lage dhyaan rakhohar ek baat ka dekho hisaab dena haihume hussain ki maa ko jawaab dena hai"
Tabarrukat e husaini ka ehteraam karo
Mir Hasan Mir · 2011
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.