Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Tadfeen E Husain

Farhan · 2021

hayeay rony walo hai yeh gharhi shor e shain kitadfeen ho rahi hai imam e hussain kikoofy sy aye pehny jo sajjad bairhianlashe hussain dekh ky aansoo huye rawaanhathon ko jorh kar kiya beemar ny bayaanbaba tumhari lash ko dhundun kahan kahankaisy kafan dun laash ko ghurbat naseeb hunbaba main aaj tum sy zyada ghareeb hunro kar bani asad ky qabeely ko di sadalashe hussain mil ky ikatha karo zarautry lahad mein shah ki beemar e karbalaboly parhun main kis tarah talqeen ya khudarukh kaisy sooye kaaba ho zehra ky chain kasar hi nahi raha mery baba hussain kajitny bhi tukry mil saky sab chun liye gayeahista sy lahad mein woh beemar ny rakhyseeny py hath rakha jo bety ny baap kyhalat py baba jaan ki sajjad ro parhyboly keh yad ati hai is waqt dadi jaantorhi hain is tarha mery baba ki paslianlooti hai aisy laash ghareeb ud dayaar kighorhon sy pehly laash ki pamali ki gaiphir kurta aur amama abaa ly gya koiyehi nahi keh sirf angoothi nahi milibey ehtrami ki hai yun zehra ky chain kiungli laeen ny kaati hai baba hussain kiteeron sy sara jism hai haye bhara huapehloo py baba jaan ky hai naiza garha huaterah jaghon sy in ka gala hai kata huahai tan yahan py sar wahan khoon sy bhara huasar dekh kar yaqeen hai mery khandaan komara hai patharon sy mery baba jaan kobarh kar bani asad ny yeh ek baat pooch limola muaaf kijiye gar ho khata koichoti si kya yeh seeny py shay hai rakhi koiabid ki baat sun ky har ek maan tarhap gaiboly yeh dekh dekh ky dil pash pash haiseeny py baba jaan ky asghar ki laash haipoocha kisi ny mola barabar mein kon haishabbir is ky seeny py kiun hath hain rakhylagta hai in ko pyar tha is nojawan syakbar ka naam lety hi sajjad ro parhyboly keh hath seeny py yun hai rakha huahai bety ky kalaijy mein naiza laga huaaai sada yeh fatima zehra ki qabr sysajjad laot aao keh baba ko ro chukykoofy mein yad karti hai beti meri tujhytum to yahan ho woh bhala awaz kis ko dyzainab ky dill ko aur bhi zaalim rulata haishimr e laeen behan ko tamanchay lagata haisajjad karbala ky woh manzar ajeeb thyfarhan aa rahi thi yeh awaz qabr symilwa do beta phir zara abbas sy mujhybolo keh akhri yeh meri baat maan lyabid pukary ay dill e ehsan aaiyematti lahad py dalny abbas aaiyematti lahad py dalny abbas aaiye

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.